1:09:31maulana, mister sanjeeb ne dilli se sawal kiya hai. unhon ne unhon ne poocha hai: "What is the limit of applying mind in religion?" meri samajh nahi aayi, kya matlab hai is ka? maulana ki: "limit ki, limit kya sawal hai?" bhai hain, religion to zindagi hai. aap shayad religion ka matlab samjhte hain, rituals. rituals hona religion nahi hai. religion to, yani yani intellectual activities ka har form hai. intellectual activities ka har form hai.
1:10:17to sab se zyada aap ko, aap ka mind jo hai, jis cheez mein religion aap ke mind ko sab se zyada develop karta hai, sab se zyada engage karta hai, sab se zyada taraqqi ki taraf le aata hai, to is mein limit kya sawal hai? limit ka zehan is waqt aata hai jab aap jab religion ka matlab samjhein aap rituals. to ritual to mazhab hai hi nahi, woh to culture hai. maulana, agla sawal karachi pakistan se aaya hai mrs abdul latif ka.