1:39:00maulana, agla sawal aya hai miss naghma se. aik bar aik banda aik safar kar raha tha to safar mein aik sahib thay, to un ka aik aik purs tareeqay se aik cheez hota tha aur bar bar khol ke dekhte thay. woh to mein mein ne socha kya dekhte hain bar bar khol kar ke. to poocha un se to maloom hua ke un ka beta beti ki tasweer thi, us mein dekhte rehte thay. woh yani safar mein bar bar dekh rahe hain woh beta beti ko. to kya zaroorat thi? aik martaba dekh liya, bas ho gaya. to har aadmi ke haal hai ke kuch cheezon ko bhula bhoola hua rehta hai, kuch log yaad rakhta hai, bhula un cheezon ko rehta hai jis ka charcha nahi karta, aur jo charcha karta hai, wohi usay us ko yaad rehti hai.