“Madine mein. yani aap ne Makkah mein apna kaam shuru kiya. is ke baad jab migrate kar ke aap Madine gaye to Madine mein aap ka jo istiqbal kiya tha, wahan, wahan ke logon ne yeh lafz bole the ke amira muta'ayyin aap the aur aap ke sath Abu Bakr the.”
“to unhon ne kaha ke amreen mutayyan hain, yeh keh ke unhon ne aap ko welcome kiya ke aap, yaani aap, aap the aur abubakar the, do aadmi the ke aaj se aap dono hamare sardar hain.”