“to wahan par jo senior most jo sahabi thay, hazrat abubakar, unhon ne kaha ke al aimah bin quraish ke rasool Allah ne aisa kaha hai, rasool Allah ne aisa kaha hai ke al aimah bin quraish ke leader sirf quraish mein se hoga.”
“woh hadith yeh thi ke al aaimah min quraish yani political leader jo hai, woh quraish mein se hoga. al aaimah min quraish ka matlab hai political leader jo hai, woh quraish mein se hoga.”