“ki qeemat hain, jannati amal aur uske baad duaen. kyunki ek baar rasool allah sallallahu alaihi wasallam ne farmaya ki main, mera, mera bhi, mujhe bhi nahin maloom mera kya hoga aur mujhe bhi nahin, mujhe nahin maloom tumhara kya hoga, illah yeh ki allah taala apni rehmat se mujhe dhamp le. to khuda ki rehmat aur maghfirat zaroori hai jannat pane ke liye.”