“Aap jante hain ke hadees mein aaya hai ke ek waqt aaye ga jab ke Khuda ke deen par itni gard padh jaye gi, itna cover aa jaye ga ke sab kuch chup jaye ga. "Lam yak min al-Islam illa ismuhu" wa lam yak min al-Quran illa rasmuhu yani Islam ka sirf naam reh jaye ga aur Quran ki sirf lakeerein reh jayengi.”