“woh allah ke liye ho. sach much. woh bhi dekhein, dikhawe ke liye nahin. quran mein hadith mein aata hai ke riya o sam'a dikhawe ke liye ya fame ke liye ya yeh ke log kahein aap ko. hadith mein aata hai ke teen log aayenge wahan par akhirat mein. ek aadmi us ne bohat ziyada maal kharch kiya hoga. ek aadmi us ne bohat ziyada ilm phailaya hoga. ek aadmi us ne bohat ziyada jihad kiya hoga. aur teeno ko teen”