“aakhir mein jab rasool ALLAH sallallahu alaihi wasallam ka zamana aakhir aaya to jibril aaye, unhon ne do baar aap ke samne is order mein quran ko parh ke sunaya.”
“yeh sab to deikhein, hadithon mein aata hai ke aakhri zamane mein, rasool Allah ke aakhri zamane mein, arz-e-awwali aur arz-e-akhira ka lafz aata hai.”