Buraida (Allah be pleased with him) reported a similar hadith on the authority of his father that a woman came to the Messenger of Allah (ﷺ) and he said:" Fasting for one month
“maine woh hadith sunayi jisme bataya gaya hai ke kuch log aise honge akhir zaman mein jinke bare mein aata hai ke yutabaahum malakul malaikah ke khuda unse malaika ke samne fakhr ke taur par kahega ke dekho yeh mere bande hain.”
“insaan hain. to yeh uski taraf ishaara hai. ek baar Prophet Muhammad sallallahu alaihi wasallam masjid mein aaye, masjid nabawi mein. ji, Madina mein to kuch sahaba companions baithe hue the circle mein, halka jise kehte hain, aur kuch baatein kar rahe the. ji, to Prophet ne kaha ki tum kya kar rahe ho yahan?”