“hain? Is liye ke isi se aakhirat juddhi hui hai. Kyunke ek hadith hai ke aakhirat mein Allah taala jo hain, Allah taala ke paas jab tamaam khalqat jama hogi to us waqt jin logon ko Khuda ka paigham nahin pahuncha hai, to woh Allah taala se shikwa karenge ke kyun humein saza di ja rahi hai, jabke humein to aap ka paigham pahuncha hi nahin.”