“iyat hai. to Maulana ne isko explain kiya hai, grave ka matlab hai hereafter. ji, grave ka lafz hai, lekin grave ka matlab wahi nahin jo grave hai, balki jo aadmi jiski death ho gayi, uski qayamat shuru ho gayi. hadees mein yeh aata hai.”
“Islam mein bas ek zindagi aadmi jeeta hai, iska record rehta hai, farishte karte hain, phir woh marta hai. marne ke baad phir hadith mein aata hai, likhiye ke maut ke baad mamatafaqad qamat qiyamatahu mara, qyamat shuru ho gayi.”