“kaha aap ne, mujhe aik hadith hai Allah ke Rasool sallallahu alaihi wasallam ki jo unhon ne wasiyat ki thi apne ashaab ko ke ab woh log tumhare paas aayenge saari duniya se jo deen ko mein fiqh hasil karna chahenge, tafaqquh deen ko samajhna chahenge, to un ke baray mein meri wasiyat qabool karo ke un ke sath khair ka muamla karna.”