“Abu Dardah ki riwayat hai, woh kehte hain ke koi aadmi mukammal faqih nahi ho sakta, mukammal maano mein, jab tak ke woh Quran mein aik se ziyada pehlu ko na samajh le, zahir ke aitbar ke ilawa, between the lines jo Maulana kehte hain, us ko na samajh le.”