“boht ziyada aasan. lekin aasan kitab hai to is ka matlab nahi samajhna chahiye ke woh alif bay tay se kitab hai. bachon ki kitab hai. yeh matlab nahi hai. dekhiye, aik hadith hai, is mein bataya gaya hai ke har ayat ka aik zaahir hai aur har ayat ka aik baatin hai. yani quran ki kuch baatein”