“khana to mez par hai. to unhone kaha ke hadith mein aata hai ke "akhlu akhlu nialkum". apne joote ko utar do khane ke waqt. "akhlu nialkum" khane ke waqt apne joote ko utar do. to maine kaha ke aap adhi hadith parhi aap ne aur adhi chhod di. poori hadith is tarah se hai ke "akhlu nialkum fa innaha aroh laqdamikum”