“zaeef woh hai jis mein ke kai rawi sahi hon ek adha rawi aisa ho shakk wala ho to zaeef qarar diya jaye ga mauzu yeh hai jis mein ke saray rawi ghalat hon jaise ke misaal ke tor par laulaka lam khalaqtal aflak ek hadees batayi jati hai ke Allah ta'ala nay farmaya ke agar rasool Allah ke baray mein kaha ke agar tum ko na paida karta to mein kaantay nahi paida karta yeh bil kul mauzu hadees hai iska koi asal nahi hai”