“to yeh bohat zaroori hai. ji, aap a, aap ne abhi bohat emphasize kiya zikr ko lekar. aap ne starting mein bhi zikr ka hawala diya tha, aur kai riwayatein hain zikr ko lekar. jaise hazrat abu darda ke paas ek shakhs aaya, aur usne kuch advice manga.”