“unhone kaha tha: "rahimallahu man ahda ilayya aybi" ke Allah ta'ala us aadmi par reham kare jo mujhe hadiye mein mere aib dein, yaani mere andar jo shortcoming hai, jo kami pai jati hai, us ko mujhe bataye taake mein us ko sochun aur us ko durust karun.”