“Quran mein hai ke qad aflaha al mu'minun alladhina fi salatihim khashi'un hadith mein hai ke la salata liman lam yatakhashshash is ki namaz namaz nahi jis ki namaz mein spirit na ho to main yeh samajhta hoon ke yahan par jo mu'amla hai spirit aur form ka woh real aur relative ka hai do ka nahi hai yani dualism nahi hai yeh yeh dualism koi mu'amla nahi hai”