“is liye hum kuch riwayatein aisi bhi dekhte hain jo aap ne bataya ghar mein itikaf karne ki. Hazrat Aisha ke talluq se aata hai, Abdul Razzaq ki riwayat hai, Musannaf Abdul Razzaq mein hai ke unhone Ghar e Hira aur Sabir, yeh do pahad hain Makka mein,”