“aur aise hi balkeh iske aage Shabi'i wagera yeh kehte hain ke mard bhi apne ghar ki masjid mein itikaf kar sakta hai. Toh woh jo aap ne yeh kaha ke ek muayyan jagah honi chahiye, Allah ke Rasool sallallahu alaihi wa sallam ne is par ubhara hai ke aadmi ke liye apne ghar ke andar jo ek muayyan jagah honi chahiye, jismein woh ibadat kare, toh us wahan par baith kar woh itikaf kar sakti hai. Aur main samajhta hoon ke aaj ke halaat ke aitbar se”