2005 2015 2025
2006
1:01:33 “jahan test par ate hain, ek dum badal jate hain. test ka matlab yeh hai ke un ka interest kill ho raha ho, un ka ego hit ho, un ka ego hurt ho. maine to nahin dekha ke woh aadmi jo ego hurt hua, tab bhi woh justice pe qaim hai. is ka interest kill ho raha hai, tab bhi justice pe qaim hai. woh aap farq kijiye social manners mein aur real character mein.” Sayings of the Prophet-Part 2 (Prophetic Wisdom) 9 April, 2006 · 2006
2:02:07 “ab big bird ban jaiye yahi to sab se bari cheez hai is par ke paradise milegi paradise reward milega agar aisa na hota aadmi robot ki tarah hota to phir paradise ki zarurat hi nahi thi to khuda ne kisi ko bhi aisa nahi banaya ke is ke andar negative thought na ho kyun agar aisa banata to phir test ka matlab hi nahi kuch tha” The Man Al-Quran Builds · 2006
2008
12:30 “agar us ko pata hota ke ye dunya to test ke liye hai. test ka matlab kya hai? ke is dunya mein Khuda hum ko azadi di hai Khuda ne. Khuda dekh raha hai ke hum apni azadi ko kaise istemal karte hain.” Darkness at Noon · 2008
20:08 “test ka matlab kya hai aap ko khuda dekh raha hai keh kaun aurat ya kaun mard hai jo apni freedom ko” Global Warming · 2008
18:41 “yeh stupid question hai. iske siwa doosre cheezon mein woh aisi stupidity nahi dikhayegi. woh fashion mein, kapde mein, khane mein khoob hoshiyari dikhayegi. yahan par stupid bani hui hai. dekhiye, yeh khuda ki bahut badi blessing hai. test ka matlab kya hai?” Q&A · 2008
25:40 “test mein hamesha kai options hote hain. ek option agar ho sirf to phir test nahin rahega. test ka matlab yahi hai ke bohat saare options hain. aur phir aap ki imtehaan hai, aap ki aql ka imtehaan hai ke aap sahi option ko chunen. galat option ko chhod dein aur sahi option ko chunen.” Quran The Book of God · 2008
1:17:11 “dekhen yeh khuda ki bohat bari blessing hai. test ka matlab kya hai? test ka matlab hai ke aap ko prepare karna paradise ke liye. test ka matlab yeh hai. jo test hota hai aaj you be are samajh len jo test hota hai woh kis liye hota hai?” Science of God · 2008
9:04 “test ka matlab kya hai? yahan dekha ja raha hai ke kon qualify karta hai is baat ke liye ke woh paradise mein basaya jaye. woh paradise mein basaya jaye. yeh Khuda ke angel Khuda ke farishtay har waqt har insaan ke sath hain.” The Concept of Akhirat In Islam · 2008
2009
4:40 “what sense are these two different creations?" ismein ye bataya gaya hai ki allah taala ne jo insaan ko paida kiya, ek muddat ke baad maut aati hai uski. ye sab ibtila ke liye hai. yaani test ke liye. test ka matlab kya hai?” Interaction with · 2009
16:12 “yeh test ke liye mili hain. yaad rakhen, koi bhi cheez kisi ko right ke taur par nahin mili, sirf test ke liye. test ka matlab kya hai? yeh dekhne ke liye ke kaun sacha hai, kaun jhootha hai, kaun apni” Q&A · 2009
1:07:09 “misuse ki azaadi bhi rahegi. nahin to phir azaad nahin to test ka matlab hi kuch nahin hua. test ka matlab hi nahin, nahin kuch nahin banta. phir” Rationalization of Evil · 2009
1:15:43 “test ka matlab kya hai? yeh dekhne ke liye ke kaun sach hai, kaun jhoot hai, kaun apni freedom ko misuse karta hai, kaun us ko proper tareeqe se use karta hai.” What went Wrong with Muslims · 2009
2011
6:03 “test ka matlab kya hai? Yahan dekha ja raha hai ke kaun qualify karta hai is baat ke liye ke woh paradise mein basaya jaye.” The Concept of Akhirat in IslamUrdu 1st · 2011
2012
1:05:22 “azmaish ka matlab yeh hai ke aadmi azaad hai amal karne ke liye. koi amal na kare to is ke liye bhi azaad hai. amal na karna bhi azaadi ka aik istemal hai. to jo amal kar ke aaj jo kamyabi hasil karega, to is ki jo is ki kamyabi test paper rahe gi.” Freedom of Expression in Islam · 2012
1:00:47 “aap jante hain ke Allah taala ne insaan ko rakha yahan bator test. test ka matlab hai ke do option iske liye hain. do option. do option kya hain? ek hai satan ke raste par chalna, ek hai angel ke raste par chalna.” Love of God · 2012
2016
5:55 “azmaish ka matlab yahan hai tajurba. yani aap paida ho gaye to tajurba shuru ho jayega.” Explanation of Human Life 29 may , 2016 · 2016
26:15 “is ka test ka matlab hai preparation, yani azad mahol mein apni shakhsiyat ki tarbiyat, kyunke fauj aur police, fauj aur hukoomat yeh azadi ko chheni hui thi.” Islamic Wisdom · 2016
48:13 “Maulana sahib, kindly clear this doubt of mine. Dekhiye, test log samajhte hain ke literal maani mein lete hain. Test ka matlab hai ke personality development, aise haalaat mein daalna hai insaan ko ke andar woh us ko challenge pesh aaye, challenge ko saamna karte hue us ke andar development ho.” Natural Warning · 2016
Show all 18 lines Also: maut zindagi rizq fitrat hijrat zawal All words