2005 2015 2025
2007
19:36 “yani Pakistan ka matlab hai ke hum sab ki ek property hai. hum sab ka ek ghar hai. hum sab ka ek parivar hai. hum sab ki ek establishment hai. hum sab ka ek circle hai. hum sab ke kuch friends hain. is mein hum jee rahe hain.” Life Without Paradise · 2007
2011
6:47 “pakistan banaya gaya aap dekhein, itni dhoom thi, mere zamane ki baat hai, ek hangama tha pakistan mein. pakistan ka matlab kya? la ilaha illallah. main jis ilake mein rehta tha to mera ghar wahan par island tha, jazeera. aas pas sab har taraf yahi tha, pakistan ka matlab kya? la ilaha illallah.” Spirit of Islam- Sunday · 2011
7:39 “ab kya nikla? pakistan ka matlab kya hai? tabahi. kal parson main ne padha ke pakistan ke upar itna zyada qarz ho chuka hai aur is ko ada karne ke liye paise nahi hain. to kya international level par woh bankrupt declare kiya jane wala hai? to kya hua? bataiye kya hua? kuch bhi nahi hua. aapas mein ladai bhidai.” Spirit of Islam- Sunday · 2011
2013
13:18 “misal ke tor par dekhiye, itne dhoom se Pakistan ka matlab kya? la ilaha illallah. Pakistan banaya gaya. wahan aapas ki killing ho rahi hai. Afghanistan mein aapas ki killing ho rahi hai. aap jo musalmanon ke jo college hain, musalmanon ki universityan hain, wahan ja kar dekhiye, nihayat hi bura haal hai.” Revival of Muslim Ummah I · 2013
8:22 “ki. Pakistan ka matlab kya? La ilaha illallah. har taraf. hamare Adam Garh bhi mein ne dekha hai is zamane mein ke jhanda le kar nojawan Muslim idhar udhar sarkon par muzahire karte thay.” The Concept of Divine Help · 2013
2014
11:30 “Pakistan ka matlab kya hai? la ilaha illallah Pakistan ka matlab kya hai? la ilaha illallah. yaani Pakistan aik qaumi issue tha, us ko bana diya mazhabi issue. Pakistan poori tarah se aik qaumi issue tha, is ka Islam se koi taalluq nahin tha. lekin jab aap ne kaha ke Pakistan ka matlab kya hai? la ilaha illallah, to aap ne Pakistani tehreek ko aqeeday ka mas” The Lesson of History · 2014
17:06 “hain. ab saare maslon ko aap ne bana diya aqide ka masla. ke Pakistan ka matlab kya? la ilaha illallah. Falasteen ka matlab kya? qibla awwal ki wapsi. Kashmir ka masla kya? nizam e mustafa qaim karna. har jagah yahi kar rakha hai.” The Lesson of History · 2014
1:14:16 “Pakistan ka yeh yeh to naarah sirf tha ke Pakistan ka matlab La Ilaha Illallah. yeh sirf naarah tha, is ka Islam se koi ta'alluq nahi tha. aur dekhen, yeh bid'at hai. kyunke mazhab ke naam par koi ilaqa alag karwana, yeh to kisi paighambar ne nahi kiya. Rasool Allah ne, Sahaba ne aisa kabhi bhi nahi kiya ke Islam ke naam par kahein ke hum ko itna hissa baant” The Lesson of History · 2014
2015
7:29 “aap ko yeh to truncated pakistan hai. truncated pakistan ka matlab hua kata phata pakistan. kata phata. woh zyada bada raqba chahte the,” Principle of Loss · 2015
2017
1:16:36 “yani woh tehreek sirf Pakistan mein nahi thi all India thi har jagah to woh naujawan aawaz dete the Pakistan ka matlab kya la ilaha illallah pakistan ka matlab kya la ilaha illallah” Dars-e-Quran, Hadith-e-Jibril · 2017
1:18:54 “jo tempo ubhra tha pakistan ka matlab ke la ilaha illallah ek tempo to kuch taqaton ne is ko highjack is tarah kiya ke shikayat ki baaten bohat zyada phaila” Dars-e-Quran, Hadith-e-Jibril · 2017
1:21:13 “to ek waqia hai ke 1947 se pehle pure muslim mein ek tempo aaya tha tempo pakistan ka matlab kya la ilaha illallah to la ilaha illallah ek paigham hai ek kalma toheed ka is naam par logon ka to ek tempo paida hua tha ke hamein la ilaha ko sari dunya mein phailana hai aisa lagta tha ke wo waqia ho jayega ke” Dars-e-Quran, Hadith-e-Jibril · 2017
2018
33:33 “to ladke jo the, jis banner ko utha kar chalte the, us par likha rehta tha ke Pakistan ka matlab kya? La ilaha illallah. yeh baat hai Pakistan banne se pehle ki. Pakistan ka matlab kya?” Dars-e-Quran, Chapter 2, Verse 40 · 2018
34:05 “aur aur naarah kya hota tha? Pakistan ka matlab kya? La ilaha illallah. yani Pakistan ka matlab kya hai? ek qoumi state banana. sahih baat to yeh thi ke Pakistan ka matlab kya? apne liye ek qoumi state banana. lekin naarah kya hota tha?” Dars-e-Quran, Chapter 2, Verse 40 · 2018
Show all 14 lines Also: dawat jihad democracy ummat fitna azadi All words