2005 2015 2025
2005
1:00:56 “to jab aap sabr karte hain to sabr bazahir kisi insan ke muqable mein hota hai, lekin sabr ka matlab hota hai khuda ke creation plan par razi hona. khuda ke, khuda ne jis plan ke tehat dunya ko banaya hai, us par razi hona.” Ramadan and The Quran · 2005
2006
0:56 “yani log samajhte hain ke sabr ka matlab hai cowardice, sabr ka matlab hai peechhe hatna, sabr ka matlab hai maar khate rehna, sabr ka matlab hai buzdi.” Patience in Islam (Prophetic Wisdom · 2006
14:13 “to sabr ka matlab hai normalization of soorat-e-haal. sabr koi paise ka ravaiyya nahi hai. sabr jo hai ek tareeqa hai, ek tareeqa hai to normalize the situation. soorat-e-haal ko” Patience in Islam (Prophetic Wisdom · 2006
2007
10:14 “hai. bachana ho sakta hai sirf qurbani kar ke bach sakte hain aap. sabr ka matlab hai qurbani. "Walanasbiranna 'ala ma 'azzatumuna" . daai kehta hai ke hum toh sabri karenge. yani hum qurbani kar ke apni tasweer ko bachaye rakhenge. Quran majeed mein hai ke daai ki zabaan se ke "Walanasbiranna 'ala ma 'azzatumuna" .” Dars-e-Quran · 2007
7:26 “sabr ka matlab hota hai apne ko thaam kar sochna. negative situation mein bhi positive line mein sochna.” Dichotomous Thinking: A serious Intellectual Problem · 2007
1:25:23 “sabr ka matlab kya hai? sabr jo hai, sabr is not a passive attitude. sabr is a positive attitude. yani wahi maine kaha ke manage karna seekhiye. jab koi loss ho to aap manage kijiye.” How to Remove Tension · 2007
1:26:09 “to sabr ka matlab kya hai? khuda ke is ki jo hai, khuda ke jo plan hai, us par raazi ho jana. us par raazi ho jana. jaise maine aap ko raazi kar liya apne aap ko. ke property jo thi, woh is ka loss mere liye likha hua tha to loss hua.” How to Remove Tension · 2007
33:08 “bilashuba. dekhen, sabr ka matlab kya hai? positivity par positivity ko maintain karna. hmm, sabr ka ka zarurat kahan paida hoti hai? jahan koi nakhushgawar baat ho, unwanted koi experience ho, koi mushtael dila de aap ko, koi nuqsan pouncha de aap ko, wohin par sabr ki zarurat parti hai.” In Conversation with Maulana Wahiduddin Khan (Amaal-e-Ramadan) 25 Aug, · 2007
1:05:38 “to opportunity ko dekhne ke liye ek price chahiye. woh price yeh hai ke aap sabr karen. sabr ka matlab yeh hai ke us ko ignore karen. jaise rasool Allah ne bonton ko ignore kiya. kashmir mein main kehta hoon ke tum army ko ignore karo.” Islamic Outlook on Life · 2007
16:40 “sabr ka matlab hai sabr. aaraaz ka matlab hai parhez.” Lessons from Hajj · 2007
22:08 “sabr ka matlab hai Khuda ke creation plan par raazi hona. sabr ka matlab kuch aur nahi hai. sabr koi passivity nahi hai. sabr koi cowardice nahi hai. sabr koi peeche hatna nahi hai.” Quotes from the Quran · 2007
23:37 “sabr ka matlab hai ke banda Khuda ke creation plan par raazi raha. aur paradise ka matlab yeh hai ke Khuda aise bande se khush hua aur us ke liye paradise ke gate khol diye.” Quotes from the Quran · 2007
6:44 “saum ke bare mein. ek yeh hai ke hua shahr us sabr, doosra yeh hai ke hua shahr ul muwasat. shahr us sabr ka matlab hua month of patience” Roza and Ramadan · 2007
30:18 “sabr ke maani hain patience. bardasht, tahammul. patience. patience ka matlab kya hai? yeh duniya mein dekhiye aadhi hamari zindagi fifty percent patience par hai. har waqt hamein sabr karna hai.” Roza and Ramadan · 2007
33:04 “in sab cheezon ke liye zaroorat hoti hai sabr ki. sabr ka matlab hota hai apne temptation par control. apne negative thought par control. apne aap ko bhadak jane par control.” Roza and Ramadan · 2007
34:10 “taake aap baqi cheezon ke baray mein bhi sabr karne wale ban jayein. to yeh kehna sahi hoga ke shehr us sabr ka matlab hai self control ka mahina. self discipline ka mahina. apne jo jo freedom mila hua hai, freedom, azadi us par bhi control karna hai.” Roza and Ramadan · 2007
52:41 “sabr ka matlab hai ek principle. Avoid karne ka matlab hai ek Principle.” The Importance of Positive Attitude · 2007
55:02 “sabr ka matlab kya hai? khuda ke faisle ko positive response ke sath lena.” What is Lailat-ul-Qadr · 2007
2008
47:22 “jo hai us ko hamein as it is lena hai to jab yeh hukum diya gaya hai quran o hadith mein ke jab bhi koi provocative situation aaye to tum sabr karo acha dekhen sabr ka matlab kya hai sabr ka matlab dekhiye yeh nahi ke aap inactive ban jao passive attitude ka naam sabr nahi hai” Criticism in Islam · 2008
47:54 “khamosh planning sabr ka matlab hai positive response dena dekhein do tareeqe hain yani sabr aur be sabri” Criticism in Islam · 2008
48:41 “ka matlab nahi inactive ho jaen aap log samajhte hain ke sabr ka matlab hai buzdi yeh galat hai bilkul yeh bilkul galat baat hai sabr ka matlab hai well considered response dena” Criticism in Islam · 2008
13:35 “sabr ka matlab kya hai? quran mein hai ke wa idha ma ghadibu hum yaghfuroon. un ko jab ghussa aata hai to woh maaf kar dete hain.” Ramadan The Month of Spiritual Training · 2008
14:57 “koi provoke kare to provoke mat ho. yeh hai shahr ul sabr ka matlab. aise hi dekhiye, shahr ul quran bhi hai. ramzan isi mahine mein quran utara gaya. to shahr ul quran ka matlab kya hai? ramzan kis aitbaar se shahr ul quran hai?” Ramadan The Month of Spiritual Training · 2008
29:54 “toh sabr ka matlab hai society ke saath, society ko jaanna aur us ke saath adjust karna. warna kaise aap kamyab honge? warna kamyabi nahi milegi.” Secret of Success I · 2008
34:26 “isi liye Islam mein sabr ko bohat ahmiyat di gayi. sabr, patience, patience ka matlab unilateral tor par reset karna, peeche hat jana. unilateral tor par peeche hat jaiye. kisi se aap ka koi koi controversy aa gayi, koi difference aa gaya, koi baat bigad gayi. ab aap agar lage jaisa woh bol raha hai, aap aap bhi bolein.” Spirituality in Daily Life · 2008
36:02 “to sabr ka matlab hai society ke saath society ko jaanna aur us ke saath adjust karna. warna kaise aap kaamyaab honge? warna kaamyaabi nahi milegi.” The Secret of Success · 2008
2009
9:04 “to sabr ka matlab yahi hai. sabr karna, paradise ko apna goal banana, aur dunya ki zindagi mein is tarah rehna ke jab bhi koi negative experience ho to kabhi bhi reaction na karna.” Glimpses from My Life · 2009
38:53 “to sabr means controlled behavior sabr ka matlab kya hai? controlled behavior. yaani ghussa aaya to react nahi kiya, balkeh apne aap ko thama, socha. to sabr ka matlab hota hai controlled behavior. yeh poori life mein mein yeh insanon ko sabq deta raha ke you have to adopt the controlled behavior” Glimpses from My Life · 2009
47:16 “. lesser evil pe sabar, sabar ka matlab hi hai jo maine quran ki ayat padhi, aap ko sabar. sabar ka matlab hai keh lesser evil ko par sabar kar lo, nahin to kia hoga? greater evil saamne aayega. to woh gaye wahan par, unhone yahi padha tha, yeh is is ko al risale mein, hamara jo man monthly magazine. to wahan gaye to pata chala keh wahan unhone kaha keh bhai” Iman and The Quran · 2009
1:36:16 “ya to sabar ya maut. ya to sabar kijiye ya lad kar mar jaiye. sabar ka matlab hai apne aap ko maut se bachana. hum khud daily yeh karte hain. main apne, main jo balcony hai, wahan baithta hoon. mujhe bohat acha hai. balcony mein baithne lagta hoon. dhoop hai, hawa hai, darakht hai.” Iman and The Quran · 2009
1:32:26 “agar sabr na karoon toh usi waqt ruk jaayega. Sabr ka matlab na karne ka matlab hai stagnation. Yaad rakhiye, sabr nahi karenge aap toh intellectual stagnation aa jaayega. toh kitni bhaari qeemat deni padti hai aadmi ko sabr na karne ki. This question is from Mrs Saadia. Many times when I present the Quran to my non-Muslim friends,” Love of God · 2009
33:19 “agar sabar na karo to isi waqt ruk jaye ga. sabar ka matlab na karne ka matlab hai stagnation. yaad rakhen, yeh sabar nahi karenge aap to intellectual stagnation aa jaye ga. to kitni bhaari qeemat deni parti hai aadmi ko sabar na karne ki.” Love of God, Question and Answer · 2009
42:04 “Sabr ka matlab kya hai? Yahi matlab hai sabr ka. Sabr ka hi matlab hai.” The Message of The Quran at IIC · 2009
56:19 “ab sabr ka matlab kya hai? sabr ka matlab yeh nahi ke peeche hat jao, paspai karo, kuch mat karo, chup chap baith jao. yeh matlab nahi hai. is ayat ke nikalne ke baad aap ne kya kiya? isko lijiye aap to tab samajh mein aata hai ke sabr ka matlab kya hai. sabr ek wisdom hai, wisdom, great wisdom.” The Quran and Hadith · 2009
2010
27:22 “toh sabr kis liye hai? sabr ka matlab hai upar uth kar sochna. shikayaton se upar uth kar sochna.” Adjustment the Only Option I · 2010
28:22 “to sabr ka matlab hai apne intellectual level ko oper uthana. sabr ka matlab high thinking hai.” Adjustment the Only Option I · 2010
37:09 “To wahan par agar, agar Arabon mein sabr ka hota, sabr ka matlab yeh hai high thinking hoti hai. To maan lete hain woh ke bhai badshahi to hai.” Adjustment the Only Option I · 2010
27:46 “to sabr kis liye hai? sabr ka matlab hai oopar uth kar sochna. shikayaton se oopar uth kar sochna. sabr ka matlab koi cowardice nahi. sabr ka matlab koi retreat nahi.” Adjustment the Only Option · 2010
28:37 “to aap ne apne level ko oopar uth kar liya hai. to sabr ka matlab hai apne intellectual level ko oopar uthana. sabr ka matlab high thinking hai. yaad rakhiye sabr ka matlab” Adjustment the Only Option · 2010
27:03 “sabr ka matlab yaani yeh nahi ke kuch na karein. aadmi aap kuch na karne ka naam sabr nahi hai. sabr karne ka matlab yeh hai ke jo situation, unwanted situation jo aa gayi hai, unwanted, us par hum sochein,” Art of Crisis Management I 3 October, 2010 · 2010
26:57 “Yeh yahi sabr hai. Sabr ka matlab yani yeh nahi ke kuch na karein. Aadmi kuch na karne ka naam sabr nahi hai. Sabr karne ka matlab yeh hai ke jo situation, unwanted situation jo aa gayi hai, unwanted, us par hum sochein, react na karein, soch kar ke dhoondein opportunity.” Art of Crisis Management · 2010
5:46 “to wahi kiya hai? wahi to hai. sabr ka matlab hai "wait and see" ki policy. hadees mein aata hai ke "ilmun nasr ma'as sabr". jaan lo ke kamyabi sabr ke saath juri hui hai.” From The Spiritual Tree 28 Nov, 2010 · 2010
7:03 “a policy of sabr". to sabr ka matlab hai "wait and see" ki policy apnana. "wait, wait, wait, and there must be a better tomorrow". to dekhiye, cheezein sochne se maloom hoti hain.” From The Spiritual Tree 28 Nov, 2010 · 2010
7:42 “sabr ka matlab bhi hai ke pehle socho. koi situation agar aa jaye to us mein react mat karo, balkeh socho. aadmi sabr karega to kya karega? sochega. pehle sochna, phir action lena. pehle sochna, phir koi step lena.” From The Spiritual Tree 28 Nov, 2010 · 2010
1:06:34 “sabr ka matlab kya hai? Insaan ke sirf se aap ko koi takleef pahunche, tab bhi aap maaf kar den. Quran mein likhiye ke al qadimeen al ghaiz, ghussa ko maaf karne wale. Ghussa kis se aata hai? Pathar se aata hai. Pathar se darakht se aayega ghussa aap ko, insaan se aata hai.” Islamization of Muslims · 2010
11:50 “sabr kya hai? sabr ka matlab kya hai? sabr koi passivity nahi hai, cowardice nahi hai, buzdiil nahi hai. Sabr means giving positive response in negative situations.” Journey of Divine Civilization · 2010
1:05:22 “sabr ka matlab wahi hai jo maine aap se kiya: ignore the problem, avail the opportunities. yeh hai sabr ke jab aap jab tak aap sabr nahi karenge, maslan log cartoon chhaap rahe hain, jab sabr karenge tab avail kar payenge aap internet ko, computer ko,” Living in New Age · 2010
1:06:16 “lekin jab problem uljhe rahenge aap to opportunities ko avail karne ka aap ke paas kuch nahi hoga. to sabr ka matlab yahi hai. sabr ka matlab yahi hai ke jo problem hai, us ko ignore karo taake tum opportunities ko avail kar sako.” Living in New Age · 2010
1:09:04 “in ma'al usri usri to sabr ka matlab yahi hai ke usar ko nazar andaaz karo taake tum yusuf ko aweil kar sako.” Living in New Age · 2010
34:39 “ina ne sabr kar ke yani sabr ka matlab hai policy of patience policy of subhan suhelta ko nateeja kya hua ke nuqsan kuch bhi nahin hua Hong Kong ko dobara mil gaya yeh hai power of patience aik ghar se le kar ke international history tak har jagah aap is ki misaalain pa sakte hain gharon mein jo talaq hota hai separation hota hai biwi alag aur shohar alag ho” Power of Patience · 2010
42:20 “to power of patience ka matlab kya hai ke aap wise planning nahi kar sakte ek martaba ek sahib se jo bohat woh achhe kamyab businessman the to maine apne pichhle mindset mera jo tha” Power of Patience · 2010
53:13 “ke plan karen to sabr ka matlab hai sabr ka matlab kya hai thande dimagh se soch kar ke plan banana sabr koi paspai nahi hai bozli nahi hai” Power of Patience · 2010
0:48 “kuch log sabr ko—sabr ka matlab hota hai bardasht karna— to kuch log samajhte hain ke bardasht karna jo hai yeh, yeh to cowardice hai, to buzdi hai۔ lekin yeh nasamjhi ki baat hai۔” Power of Peace · 2010
34:28 “woh khatam hone wali nahi rahi. aur chaina ne sabr kar ke, yani sabr ka matlab hai policy of patience, policy of sabr, koi nateeja kya hua ke nuqsan kuch bhi nahi hua aur hong kong ko dobara mil gaya. yeh hai power of patience. ek ghar se le kar ke international history tak har jagah aap is ki misalein pa sakte hain.” Power of Peace · 2010
42:07 “kyun? jangon mein itna nuqsan uthaya unhon ne. to power of patience ka matlab kya hai? ke aap wise planning nahi kar sakte.” Power of Peace · 2010
52:59 “aur thanday dimagh se sochen. thanday dimagh se soch kar ke plan karein. to sabr ka matlab hai, sabr ka matlab kya hai? thanday dimagh se soch kar ke plan banana. sabr koi paspai nahin hai, badli nahin hai.” Power of Peace · 2010
52:50 “sabr ka matlab yeh hai ke naam wafiq cheezon ko bachte hue apne mission par lage rehna. yeh saara Quran bhara hua hai is se. yahan tak ke Quran Majeed mein dekhiye ek aayat aisi hai sabr ke baare mein jo kisi bhi doosre amal ke baare mein nahin hai.” The Importance of Positive Thinking · 2010
1:09:43 “koi nahin bata pata . sabr ka matlab hai behtar mansooba bandi . sabr ka matlab hai behtar mansooba bandi . woh jo aap karte hain ke reaction karte hain , woh woh woh bohat hi galat mansooba bandi hoti hai . jab aap reaction na karen to aap zyada soch paate hain . aur natije ko le kar sochte hain , halaat ko le kar sochte hain .” The Importance of Positive Thinking · 2010
1:10:17 “sabr ka matlab hai behtar manzoobah bandi. woh jo aap karte hain ke radd-e-amal karte hain, woh woh woh bohat hi ghalat manzoobah bandi hoti hai.” The Importance of Positive Thinking · 2010
2011
36:39 “sabr ka mahina. sabr ka matlab hai patience. patience ka mahina. dekhiye patience jo hai zindagi mein yaani sab se bari cheez hai. patience. aaj subah mein radio par sun raha tha. to aik aik artist ka interview aa raha tha.” Fasting A Source of Spiritual Empowerment 21 Aug, 2011 · 2011
36:16 “Phir dekhiye roze ko hadith mein kaha gaya hai shahr al sabr. Sabr ka mahina. Sabr ka matlab hai Patience. Patience ka mahina. Dekhiye Patience jo hai zindagi mein yani sab se bari cheez hai.” Fasting A Source of Spiritual Empowerment · 2011
31:28 “ishti'aal se maghloob ho jata hai. baar baar aisa hota rehta hai. mohabbat se maghloob ho jata hai. sabr ka matlab hai apne ko haalat-e-e'tedaal par qaaim rakhna. normal haalat jo hai aadmi ki fitri, usko qaaim rakhna usko. uske bahut faayde hain.” Ramadan The Month of Fasting · 2011
1:28:41 “Yato aurat aur mard ko khud sochna hai ke ghalti kiski hai. Objective sochiye, objective na soch paayein to khandan ke kisi aadmi ko hukum banayein, use bhi kaam na chale to adalat mein jaiye, use bhi na kaam chale to phir phir aap dua kijiye. Bas sabr ka matlab hai dua.” Ramadan The Month of Fasting · 2011
42:16 “warna distract ho jaoge. sabr ka matlab hai apne ko distraction se bachana. jab aap distraction se bachayenge tabhi to da'wati kaam karenge. fas'abir kama sabara 'awlu allahi min rusuli to jo halaat hote hain us mein aap takrane lage hain to aap distract ho gaye.” Role Of Ikhwan-e-Rasool · 2011
49:27 “? sabr ka matlab hai apne ko distraction se bachana. jab tak aap distraction se bachayen ge nahi is waqt aap kar nahi sakte dawat ka kaam. is ke baad aaj ke aaj ke jo imkanat hain. aaj ke opportunities hain un ko planning ke zariye se mansooba band andaaz mein istemal karna dawat ke liye.” Role Of Ikhwan-e-Rasool · 2011
1:01:00 “to isiko manage karne ka naam hai sabr. Sabr ka matlab kya hai? Sabr jo hai, art of problem management ka doosra naam hai. sabr ka matlab hai art of problem management ke jab koi masla paish aaya, koi unpresent situation paish aayi to aap bhadkein nahin, sochein ke aise mauqon mein kya karna chahiye.” The Role of Islam in Personality Development · 2011
1:02:49 “to sabr ka matlab hai negative experience ka positive response dena. sabr ka matlab hai negative experience ka positive response dena. Yeh hai kind of the law of nature.” The Role of Islam in Personality Development · 2011
2012
32:01 “sabr ka matlab kya hai? Qanaat karna, contentment, us par raazi hona. to isi surah mein phir bataya ke sahi insan kon hai? Sahi insan ko bataya ke woh hai” An Introduction to Islam 11th · 2012
29:13 “ab, ab gaur kijiye ke yahan par sabr ka matlab kya hai. Is ka matlab bohat hi zyada sochne ki baat hai. haqq se murad hai ideological content of truth haqq ka matlab hai ideological content of truth aur sabr ka matlab kya hai?” Dars-e-Quran (Chapter 103, Verses 1-3) · 2012
35:54 “patience ka matlab kya hai? Patience ka matlab hai ke dawat ko, yani dawat ke baat se hat kar ke un ke liye dua karna. Un ke liye khair khwah hona. Yani agar aap sachche daai hain to aap yeh nahin kar sakte ke agar log nahin mante aap ki baat to bas indifferent ho jayen.” Dars-e-Quran (Chapter 103, Verses 1-3) · 2012
42:57 “magar uska mind adjust nahi hua. us ki samajh mein baat nahi aayi. to aap kya karein ge? sabr karein ge. sabr ka matlab kya hai? aap aik aik aik interval lein ge. sochne ka ke ab kya karein. sabr ka matlab hai interval lena.” Dars-e-Quran (Chapter 103, Verses 1-3) · 2012
47:58 “sabr. Sabr ka matlab kya hai? sabr ka matlab yeh hai apni strategy ko badalna. Apni planning ko badalna.” Dars-e-Quran (Chapter 103, Verses 1-3) · 2012
1:12:29 “sabr ka matlab hai Allah ka jo, jo abhi mein ne kaha ke jo divine plan hai, jo divine scheme of things hai, us se mutabiqat karna.” Divine Law of Success 14th Slow · 2012
1:13:17 “to sabr ka matlab hai Allah ke, Allah ke muqarrar kiye hue nizam. agar hamein kahin hamare muwafiq nahi aa raha to phir sabr karna.” Divine Law of Success 14th Slow · 2012
1:35:52 “sabar ka matlab yeh nahi ke positive attitude. sabar ka matlab positive option lena hai, yani bajaye yeh ke aap react karen, ghussa hon, in” Divine Law of Success 14th Slow · 2012
1:36:22 “yeh sabar ka matlab hai. sabar haqeeqat mein positive planning ka doosra naam hai.” Divine Law of Success 14th Slow · 2012
1:11:05 “Sabr ka matlab hai Allah ka jo, jo abhi maine kaha ke jo divine plan hai, jo divine scheme of things hai, us se mutabiqat karna.” Divine Law of Success · 2012
1:11:44 “To sabr ka matlab hai Allah ke, Allah ke muqarrar kiye hue nizaam. Agar hamein kahin hamare muafiq nahi aa raha to phir sabr karna. To wa ma sabru illa billah Quran mein aata hai, isi liye fa sabr kama wa ma sabru illa billah sabr karo kyunke tumhara sabr Allah ke liye hai.” Divine Law of Success · 2012
1:30:20 “Sabr ke ma'ni hain positive option lena. sabr ka matlab yeh nahin ke koi positive attitude, sabr ka matlab positive option lena hai. yani bajaye yeh ke aap react karein, ghussa hon, un ke khilaf hangama” Divine Law of Success · 2012
26:43 “ab, ab, ab ghore kijiye ke yahan par sabr ka matlab kya hai. is ka matlab bohat hi zyada sochne ki baat hai.” How can man be successful 19th · 2012
32:26 “patience ka matlab kya hai? patience ka matlab hai ke dawat ko, yani dawat ke baais se hat kar ke, un ke liye dua karna, un ke liye khair khwah hona.” How can man be successful 19th · 2012
39:24 “sabr ka matlab kya hai? aap ek ek ek interval lenge. sochne ka ke ab kya karein? sabr ka matlab hai interval lena.” How can man be successful 19th · 2012
44:08 “sabr ka matlab kya hai? sabr ka matlab yeh hai ke apni strategy ko badalna, apni planning ko badalna, yani jo workplace se hat kar ke sochna ke aap kya karen, aap kya karen, aap” How can man be successful 19th · 2012
4:30 “sabr ka matlab, yaani bimari mein nahi hai. bimari mein ma'ni mein nahi hai sabr ka lafz yahan. yaani har kisi bhi qeemat par, har qeemat par aman ko qaim karo. isi ko peace, isi ko sabr kaha gaya hai.” Importance of Peace · 2012
15:53 “is par ghore karte hue mujhe samajh aaya ke sabr ka matlab hi hai positive thinking. sabr koi negative cheez nahi, koi buzdi ki baat nahi. yaani ek aadmi ki dono aankhein chali gayeen” Ramadan and Quranic Guidance I 29th · 2012
15:32 “dekhiye, jannat to akhirat ki cheez hai. lekin yeh badla isi dunya se shuru ho jata hai. is par ghor karte hue mujhe samajh aaya ke sabr ka matlab yeh hai positive thinking. sabr koi negative cheez nahi, koi bozdi ki baat nahi.” Ramadan and Quranic Guidance · 2012
49:05 “nahi hai sabr koi munfa'il baat nahi hai sabr ka matlab yahi hai ke ke jo baat hai jo non basic hai is ko ignore karo non basic ko nazar andaz” The Importance of Wisdom · 2012
1:17:44 “sabr ka matlab hota hai realistic approach. sabr koi, yaani sabr koi badri nahi hai, peeche hata nahi hai. sirf sabr ka matlab hota hai realistic approach.” The Problem of Conditioning · 2012
35:17 “aur sabr ka matlab main ek lafz mein agar kahoon to wohi hai ke negative situation mein bhi positive mind ke sath jeena, yahi hai sabr. yani living with a positive mind, living with a negative situation, yahi sab se bari qeemat hai jannat ki.” The Road to Paradise · 2012
2013
1:25:39 “to sabr ka matlab kya hai? ke aap jo peace hai divine ka, usi ke sath sath chalen. agar aap divine ka jo steel ka kag jo hai, wo is ke pees ka jo hai, is se aap tez bhagna chahen, aap to kya hoga?” Experience of Hyderabad CPS Meet · 2013
22:12 “sabr ka matlab kya hai? Sabr ka matlab hai ke jo unpleasant items pesh aate hain, aap ko unpleasant jo experience hote hain, us ko Allah khane mein dalo, us ko Khuda ke khane mein dalo, bajaye is ke ke aap react karein, bajaye is ke ke aap gussa hon, bajaye is ke ke aap hate karein kisi ki, bajaye is ke ke aap violence karein, kisi ko maar peet shuru kar dei” Powerful Evidence of Life After Death · 2013
22:19 “sabr ka matlab yeh hai keh us waqt tak wait karo jab tak keh Allah ka faisla zahir ho jaye. yaani apne aap ko hamesha waiting list mein daale raho, abadi tor par.” Prophet of Rahamat · 2013
23:22 “isi liye sabr matlab kya hai? sabr ka matlab yeh hai ke is waqt tak wait karen jab tak ke Allah ka faisla zahir ho jaye.” Prophet of Rahamat · 2013
11:10 “dekhein, sabr ka matlab hai insaan ke bare mein react na karna. Jo kuch bhi insaan kar raha hai, karne do us ko, hum react na karein. aur taqwa ka matlab hai ke har haal mein, har haal mein umeed Allah se, har haal mein umeed Allah se.” Taqwa and Patience · 2013
2014
9:05 “taqwa aur sabr ka matlab hai, yaani sabr ka matlab hai insaan ki taraf jo kuch pesh aaye, us par patience. sabr ka talluq insaan se hai. sabr ka jo talluq hai, woh insaan se hai. yaani insaan ki taraf se jo kuch bhi pesh aaye, us par sabr karna.” Lessons from The Best Story · 2014
15:21 “sabr ka matlab hai yani har haal mein peaceful mind ke sath rehna, har haal mein negative thinking se apne ko bachana, har haal mein reactions se apne ko door rakhna.” Lessons from The Best Story · 2014
4:56 “Quran has to be re defined today. yani Quran mein lafz sabr hai, to is ko aap badliye. kahin ke sabr ka matlab hai realistic thinking, haqeeqat pasandana soch.” Realistic Approach 30 March, 2014 · 2014
6:02 “lekin jab aap yeh kahain ke sabr ka matlab hai realistic approach, tab in ka mind pakray ga ke haan, yeh baat hai. to ghalti yahan hai.” Realistic Approach 30 March, 2014 · 2014
17:36 “sabr ka matlab kya hai? apne jazbaaton ko thaam kar, apne sentiment ko rok kar, jaiza lena ke dunya kya hai, log kya hain, logon ki soch kya hai. ise kaha jata hai realistic approach, haqeeqat pasandi.” Realistic Approach 30 March, 2014 · 2014
4:59 “yaani Quran mein lafz sabr hai to us ko aap badliye, kahiye ke sabr ka matlab hai Realistic Thinking. haqeeqat pasandana soch. yani Traditional alfaaz ko aap Modern Idiom mein badlaiye. yeh kisi ne kiya nahin.” Realistic Approach · 2014
6:01 “lekin jab aap yeh kahenge ke sabr ka matlab hai Realistic Approach, tab un ka Mind pakdega ke haan yeh baat hai. to ghalati yahan hai.” Realistic Approach · 2014
17:36 “sabr ka matlab kya hai? apne jazbat ko thaam kar, apne Sentiment ko rok kar. jaiza lena ke dunya kya hai? log kya hain? logon ki soch kya hai? ise kaha jata hai Realistic Approach. haqeeqat pasandi.” Realistic Approach · 2014
15:22 “to main bataon ke sabr ka matlab hai, sabr ka matlab hai mansoob band amal. sabr koi mus, sabr koi purasrar cheez nahi hai. sabr koi purasrar cheez nahi hai, na woh munfa'il cheez hai, na passive attitude hai.” Reason and Islam · 2014
18:51 “sabr ka matlab hai mansoob band amal. to aap ka jo mansooba hai, woh ho nahi sakta acha aur natija khez jab tak aap is mein apni aql ko istemal na karein.” Reason and Islam · 2014
16:50 “ke is par sabr karte hue sabr ka matlab patience is par sabr karte hue is ke mamle ko Allah ke khane mein daal diya.” Story of the Prophet Yusuf · 2014
32:21 “to aksar log samajhte hain ke sabr ka matlab hai guzri, paspai, peeche hat jana, dab jana. is liye sabr ko koi badi baat nahi samajhte, azimat ki baat nahi samajhte. yeh matlab sabr ka nahi hai. sabr ka matlab peeche hatna nahi hai.” Study of The Quran · 2014
33:18 “sabr ka matlab hai patient planning. agar main sabr ko ek lafz mein kahoon to main kahunga ke patient planning. bohat hi zyada apne ko uljhaye baghair, apne ko negative banaye baghair sochna, sochna, sochna ke is situation mein mujhe kya mera plan hona chahiye.” Study of The Quran · 2014
35:34 “to log sabr ka matlab samajhte hain buzdi, paspai, kamzori dikhana. nahi, sab se badi bahaduri hai sabr. sabr sab se badi bahaduri hai.” Study of The Quran · 2014
36:43 “sabr ka matlab hai patience. apne mind ko normal banaye rakhna. disturb hone se bachana. to phir kya hoga?” Study of The Quran · 2014
2015
21:26 “to in baaton ko jab aap jaanen ge, tab aap sabr karen ge. sabr ka matlab kya hai? acceptance of reality. yaani sabr koi negative baat nahi hai. sabr koi negative baat nahi hai.” Problem and Shukr · 2015
45:57 “Maulana, agla sawal lene se pehle ek comment padhna chahenge jo Maulana Iqbal Umri ne bheja hai Chennai se, aur unhone likha hai ke Maulana, aaj hi pata chala ke sabr ka sabr ka matlab hai man made problem ko manage karne ka formula.” Problem and Shukr · 2015
44:27 “sabr ka matlab kya hai? bhulana, bhulana, bhulana. to hamd ki spirit mein aadmi jab jiye ga, jab ke us ke andar yeh mizaj ho ke shikayat ki baton ko bhulaye, jo jis par insan offend ho jata hai, us ko bhulaye,” Ramadan Month of The Quran · 2015
45:06 “yaani shukr ke saath sabr hai. sabr ka matlab kya hai? bhulana, bhulana, bhulana. to hamd ki spirit mein aadmi jab jiega, jab keh iske andar yeh mizaj ho keh” Ramadan, Month of Quran · 2015
1:01:36 “dekhein, sabr ka matlab kya hai? sabr ka matlab yeh hai ke positive behavior par qaim rehna, react na karna. to isi se to sari sifatain paida hoti hain. agar aap react karein to aap ke andar aala quality ka development nahi hoga.” The Right Path · 2015
49:51 “agar aap problem se ulajhte rahen to to wahan sabr ka matlab hai patience. patience” Wisdom · 2015
2016
22:16 “sabr ka matlab kya hai? koi situation pesh aaye, koi masla khara ho jaye, koi trouble create ho jaye, koi bhi aap ke khilaf soorat e haal paida ho jaye to hargiz react na karna.” Blessings of Ramadan · 2016
13:50 “sabr ka matlab hai yak tarafah tor par aap madu ke ke andar trust paida karne ki koshish karein. yani aap madu se aap ko shikayat ho madu aap ko pathar maar de madu aap ko nuqsan” Help of God · 2016
31:13 “lekin sabr ka matlab woh samajhte hain ke koi negative sense bhi lete hain. sabr ko main sabr ko isi maani mein leta hoon jis ko main kar raha hoon. stress management.” In Conversation · 2016
17:27 “dekhen, patience kya cheez hai? patience kya cheez hai? patience ka matlab yeh hai ke jab koi situation پیدا ہوئی، an unwanted situation, تو آپ نے کیا کیا؟ آپ impatient نہیں ہوئے، آپ impatient” Positive Thinking · 2016
10:31 “to mein ne jo mutala kiya hai, mein samajhta hoon ke is is sabar ka matlab yeh hai ke to buy time for for the sake of better planning.” Prophetic Wisdom · 2016
36:14 “sabr ka matlab hai U turn lena, realistic planning karna, realistic andaaz mein mashwara banana. yahi sabr hai.” The Method of Planning · 2016
1:00:51 “dikhye, sabr ka matlab kya hai? Patience, tahammul, yani react na karna. sabr ka matlab hai react na karte hue sochna.” The Method of Planning · 2016
1:02:59 “to aap ghor kariye, to amalan sabr ka matlab yahi hota hai. aap khud ghor karenge to aap ko aap par clear ho jayegi yeh baat.” The Method of Planning · 2016
2017
23:01 “Yaani yeh jo bhook hai, pyaas hai, nuksan hai, takleef hai, yeh sab experiences hain. To jo experience is qism ke experience sabr karen. Sabr ka matlab kya hai? Is ko positive turn den. Sabr ka matlab hai museebat ko positive turn dena. Idha asabat musibat qalu inna lillahi wa inna ilaihi raji'un. Is ka matlab kya” Fasting: A Scheme for Life · 2017
16:44 “to sabr ko log samajhte hain ke bozdi, paspai, peeche hatna. nahi, sabr to sab bara wisdom hai. sabr ka matlab hai apni energy ko bachana, apne time ko bachana,” Positive Thinking · 2017
2018
1:13:35 “is siyaaq ya context mein sabr ka matlab hai Khalik ke muqarrar kardah naqshay ko poori razaamandi ke saath qabool karna aur salawat aur rehmat ka matlab yeh” Al Risala · 2018
29:10 “sabr ka matlab yeh hai naan ka matlab yeh hai ke naan confrontational approach. to yeh bataya aaj ke zamane mein yeh ayat is tarah se apni qabool hai ke hum apni taraf se har giz kisi ki naak ko hit na karein, apni taraf se kisi ko pathar na maarein, apni taraf se ko” Dars-e-Quran, Chapter 2, Verses 44-46 · 2018
55:16 “sabr ka matlab hai non violent struggle. sabr ka matlab hai non violent struggle.” Dars-e-Quran, Chapter 2, Verses 44-46 · 2018
12:26 “lagen to to nafrat aaye gi, lekin na laren. sabr ka matlab kya hai? is mein jo hai sabr ka lafz aaya hai. sabr ka matlab yeh hai ke negative response na dena, balkeh positive response dena. sabr ka matlab yeh hai jab koi soorat e haal pesh aaye, jab koi problem pesh aaye to aap ka response jo hai positive ho, negative na” Patience and Peace (Thought of the Day) · 2018
11:04 “sabr ka matlab yeh hai ke aadmi dunya mein self discipline ki zindagi guzare. wo apni khwahishon par rog lagaye. wo ishtial angezi ke bawajood mushtael na ho. wo apni ana ko ghamand na banne de. wo logon ke darmiyan no problem insaan ban kar rahe.” Qurbani aur Islam (Al-Risala ) · 2018
6:32 “sabr. sabr ka matlab kya hai? sabr ka matlab hai ke react na karte hue” Why God Pushes You out of Your Comfort Zone · 2018
2019
7:57 “bas sabr. Sabr ka matlab tha time, jo is ko kehte hain by time, by time, time lena, time lena.” Divine Help · 2019
50:37 “Tanveer Ahmed sahib ne Kolkata se likha hai: "Maulana sahib main ne Al-Risala mein parha tha ke sabr ka matlab hota hai ruk jana ya rukna. main ne ghor kiya to meri samajh mein yeh baat aayi ke sabr karne par qudrati taur par aisa hota hai ke insan ka zehan ek vistrit shetra mein sochna shuru kar deta hai.” Patience and Crisis · 2019
38:46 “sabr koi mamooli baat nahi hai. sabr ka matlab hai apni tanhai ko khatam kar ke Allah ko apne sath le laina. aap ghor kijiye ke sabr koi mamooli baat hai. sabr ke mani hain ke Allah ko apne sath le lena, Rab ul Alameen ko apne sath le lena, sari kainat ke malik ko apne sath le lena.” Understanding the Quran · 2019
42:29 “Sabr ka matlab nahi ke danda marein to sabr karein. Nahi, nahi, yeh” When God's Name is Invoked - Interaction with Maulana Wahiduddin Khan, · 2019
2020
4:01 “par kam adad wali community patience se kaam leti hai. patience ka matlab yeh hai ke woh bajaye takrao karne ke,” Patience and Creative Thinking · 2020
2022
11:05 “to sabr ka matlab yeh hai ki hum us khas mauqe par, jab hum woh abnormal situation hamare samne hai, to hamara kya approach hona chahiye, kya method hona chahiye. to woh har cheez islam mein,” Importance of Patience in Islam · 2022
25:02 “khuda ke creation plan, sabr ka matlab yeh hai ki hum khuda ke creation plan par raazi hain. yaani khuda ne tamam logon ko is duniya mein ikatthe rakha hai.” Importance of Patience in Islam · 2022
2023
15:30 “Sab bahadvi hain. Kamyab zindagi ke shuru mein ek aham musool sabr hain. Sabr ek badi sirf'at hai. Sabr kisi manfi cheez ka naam nahi, yeh sada sar ek musbat ravaiya hai. Sabr ka matlab hai jazbati rad'amal ke bajaye surya faisle ke tehat apna mansubah banaye yani har malahla mein insan ko sabr ki zaroorat hoti hai.” CPS Women Article Discussion · 2023
8:47 “to sabr itni badi ibadat hai kyunke sare hi kaam sabr ke zariye se hote hain. sabr ka matlab hai halaat se oopar uth kar sochna, halaat mein phans kar nahi reh jana. jaise Maulana ne ek bar ek misaal di hai big bird thinking ki ke jo big birds hoti hain, woh kafi oopar udti hain, unke wings bohat strong hote hain, kafi oopar uthti hain.” Importance of Patience (Sabr) · 2023
14:10 “hain. sabr ka matlab yeh nahi hai ke hum bas baith jayen, hum kuch kaam na karen. balkay cool mindedly sochne ke baad apna qadam jo hai, kya lena hai agay, woh mutayyan karen. to saray peghamabaron ne bhi yahi kiya. quran mein bar bar aaya hai to peghamabar ki zuban se ke jo takleef tum hamein do ge, hum tumhein hum is par sabr hi karen gay.” Importance of Patience (Sabr) · 2023
2024
33:12 “hai ke sabr ka matlab hai ke hum reaction, reactionary approach hamari na ho balkeh soch samajh kar, objectively hum planning karein. to bohat zyada yeh cheez hamein rasool Allah sal Allah alaihi wasallam ki zindagi mein milti hai. kabhi bhi aap ne react nahi kiya balkeh soch samajh kar, plan kar ke phir aap koi qadam uthate the.” How to Develop Pratical Wisdom · 2024
20:56 “Sabr ka matlab log samajhte hain ke yeh ek passive baat hai, yeh cowardice hai. Yeh bilkul galat hai. Agar cowardice hota to Allah ta'ala sabr ka ajr jo hai, reward baghair hisab kyun deta? To hum jaise ab koi apni baat logon tak pohnchayein, to log jo hain foran nahi samajhte hain. To iske liye opposition karna shuru kar dete” Importance of Ramadan · 2024
Undated
47:04 “lesser evil par sabr, sabr ka matlab yahi hai. jo maine quran ki ayat padhi, aap ko sabr, sabr ko bataya ke lesser evil par sabr kar lo.” Iman & Quran 30 03 09
5:01 “sabr ka matlab kya hai? har us cheez ko bhulana” Lessons from The Quran And Hadith
Show all 145 lines Also: shukr thinking hikmat spirituality aman education All words