2005 2015 2025
2006
17:28 “taqwa yahan hai. taqwa ka matlab kya hai? yani achhai, burai, us ka ehsas hona. to aap nay kaha kay "التقوى ها هنا" yani oopri tor par kuch karna kay lamba kurta pehan lay, oonchi topi pehan lay, lambi daari barha lay, to yeh taqwa nahi hai.” Sayings of the Prophet-Part 2 (Prophetic Wisdom) 9 April, 2006 · 2006
2007
1:45 “pehley yeh samajhne ki cheez hai ke taqwa ka matlab kya hai. dekhein, taqwa ka lafz Quran mein bar bar aaya hai. Quran ke bilkul shuru mein aap parhte hain ke "zalikal kitab la raiba feeh, hudallil muttaqeen."” Dars-e-Quran Chapter 2 Verses 206, 208, 212, 213 & 214 · 2007
5:36 “azaadana submission. to isi ko mein ne kaha ke taqwa ka matlab hai "submission to god by choice." isi par jannat hai.” Dars-e-Quran Chapter 2 Verses 206, 208, 212, 213 & 214 · 2007
6:39 “to taqwa ka matlab hai "submission to god by choice." to yeh farmaya ayat number 206 mein ke jab is se kaha jata hai ke khuda se daro, to woh is ko izzat ka sawal bana leta hai, prestige issue bana leta hai, aur apne” Dars-e-Quran Chapter 2 Verses 206, 208, 212, 213 & 214 · 2007
30:55 “aadmi ko khud soch kar ise janna hai kyunke ab jaisa ke main ne arz kiya ke taqwa ka matlab kya hai? submission to god by choice.” Dars-e-Quran Chapter 2 Verses 206, 208, 212, 213 & 214 · 2007
4:30 “God consciousness. taqwa ka matlab hai God consciousness. ya Khuda ko apna concern banana. to jab tak aadmi is subject ko ahmiyat na de, is ke bare mein sincere na ho, to kaise woh samjhega?” Dars-e-Quran · 2007
6:16 “taqwa ka matlab kya hai? taqwa ka matlab hai guiding spirit, guarding spirit. yani jin logon ke andar sincerity ho, jo serious hon is mamle mein ke unhein ek guidance chahiye.” Dars-e-Quran · 2007
32:29 “taqwa ka matlab hai god conscious hona.” On The Month of Ramadan · 2007
22:54 “lallakum tattaqoon. quran ki surah al baqarah mein aaya hai. taqwa ka matlab kya hai? taqwa ka matlab hai parhezgari. god conscious ho kar dunya mein rehna.” Roza and Ramadan · 2007
38:43 “؟ taqwa ka matlab hai bach kar chalna. parhezgari ke sath rehna dunya mein. to unhone kaha ke kya aap aisi jhaari se guzre hain jis mein kaantey dar pear hon? rasta hai, idhar bhi jhaari, idhar bhi jhaari. aur jhaariyon mein kaantey. to unhone kaha ke haan. to unhone kaha ke aap ne kya kiya? unhone kaha ke shimar to bachta to. main ne apne kapde samet liye a” The Importance of Positive Attitude · 2007
2008
22:16 “taqwa ka matlab kya hai? taqwa darasal naam hai is baat ka ke aap cautious hon, cautious hon. mein ek misaal doon ga ke do sahabi ke darmiyan baat hui. ek sahabi ne doosre sahabi se poocha ke taqwa kya hai? taqwa kya hai? to unhon ne kaha ke kya aap kabhi aise raaste se guzre hon?” Quran The Book of God · 2008
23:15 “yeh hai taqwa. taqwa ke lafzi maani bhi hote hain bachna, parhezgari. goya taqwa ka matlab yeh hua ke is duniya mein hum is tarah rahein ke buraiyon se bachte hue aage badhein.” Quran The Book of God · 2008
1:04:31 “taqwa ka matlab hai god consciousness. koi aadmi god ko paya hai, nahi paya hai, us ki pehchan jaan na hoti hai. sab se achi pehchan yeh hai ke us waqt bhi woh insaaf ki baat bole, jab ke us ko provoke kar diya gaya ho, jab ke uska ego clash ho gaya ho.” The History of Creation · 2008
17:31 “gaya hai: la'allakum tattaqun. to taqwa kya hai? taqwa ka matlab hai conscious hona. ek sahabi ne bataye baat ho rahi thi ek sahabi se do sahabi se ke taqwa kya hai? to unhon ne kaha ke tum kabhi ek aisi jhaari mein gaye ho jo jis ko kehte hain thorny bush,” The Spirit of Roza · 2008
18:12 “to taqwa ka matlab hota hai cautious approach. zindagi mein cautious approach ikhtiyar karna. ke hamein aisi duniya mein rehna hai jahan satan hai, jahan apne nafs ke desires hain, society mein logon ki taraf se provocation hai, bahut saari cheezein hain.” The Spirit of Roza · 2008
20:23 “taqwa ka matlab hai ke principle behaviour aap ka ho. cautious behaviour aap ka ho. socha samjha behaviour aap ka ho. chahe bolna ho ya karna ho har maamle mein. to yeh aap ko train kiya jata hai khaane mein.” The Spirit of Roza · 2008
2009
12:29 “yeh Quran ki ayat hai. taqwa ka matlab kya hai? literal meaning hai taqwa ka bachna. jaise ke farz kijiye ke yeh bohat jalta ho aur main haath paas le jaaun to jalte hue jald se haath hata lun. yeh taqwa hua. ke jalti hui cheez se maine apne haath ko hata liya maine to yeh taqwa hua.” Ramadan A Month of Study of the Quran · 2009
12:32 “yeh quran ki ayat hai. taqwa ka matlab kya hai? literal meaning hai taqwa ka bachna. jaise ke farz ki jiye ke yeh bohat jal raha ho. aur main hath paas le jaon to jalte hue jaldi se hath hata loon. to yeh taqwa hua. ke jalti hui cheez se main apne hath ko hata liya maine.” Ramadan a Month of Study of Quran · 2009
2011
21:48 “taqwa ek silbi cheez nahi hai. agar sirf bachna aap batayein taqwa ka matlab to kaha jayega taqwa salbi ho gaya. salbi bhi ek pehlu hai, doosra pehlu ijabi hai. yani kisi cheez se bachna aur kisi kaam ko karna. yeh matlab hua. to la'allakum tattaqoon ke ma'ani yeh hue ke tum najayez se bacho aur jayez hi tak apne ko mehdood rakho” Ramadan The Month of Fasting · 2011
47:00 “to nafrat karen. intiqam lainay ke peechay doren aap .tashaddud karen. suicide bomber banen. waghera waghera. to kaha shehr-e-taqwa ka matlab yeh hai keh in se bachtay hue zindagi guzarna.” Ramadan The Month of Fasting · 2011
2012
2:09 “is par maine ghor kiya to mujhe samajh mein aaya ke taqwa ka matlab hai hassasiyat ko barhana. yaani jo log overeating karte hain woh roza nahi rakhte. un ko pata hi nahi ke roze ka maqsad yeh nahi hai ke aap overeating karein aur din bhar aap ko bhook na lagay.” Ramadan and Roza 5th August, 2012 · 2012
2:00 “quran mein is ke liye lafz taqwa aya hai ta ke tumhare andar taqwa paida ho. lekin taqwa kya hai? is par main ne ghor kiya to mujhe samajh mein aya ke taqwa ka matlab hai hassasiyat ko barhana.” Ramadan and Roza · 2012
2013
45:28 “taqwa ka matlab hai Allah ko apna concern banana sab se bara sawab kaam hai ke Allah aap ka sole concern ban jaye aur sab se bara gunah ka kaam yeh hai ke aap doosre doosri cheezon ko apna concern banaye hue hon usi ka naam shirk hai” Politics and Nation Building · 2013
11:22 “aur taqwa ka matlab hai ke har haal mein, har haal mein umeed Allah se, har haal mein umeed Allah se. yeh meri samajh mein aya ke Surah Yusuf mein kahani jo bayan ki gayi hai, asal al qasas, wo Yusuf ki kahani nahi hai, wo taqwa aur sabr ki kahani hai,” Taqwa and Patience · 2013
2014
12:34 “taqwa ka matlab kya hai? taqwa ka matlab hai sare maamle ko Allah ke khane mein dalna. tabhi to aap sabr paayenge. log jo sabr nahi kar paate, us ki wajah yeh hai ke woh jis ne kiya hai, kuch usi ke upar dalna chahte hain.” Lessons from The Best Story · 2014
13:40 “phir is mein yeh farmaya ke "hudan lil muttaqeen" yeh kitaab hidayat hai taqwa walon ke liye. to taqwa kya hai? taqwa ka matlab hai sajda insaan jo haqeeqi ma'ne mein mutallashi ho,” The Message of Islam · 2014
2015
8:47 “taqwa ka matlab yeh hai ke Allah se insan ko mohabbat ho jaye. Allah se insan darne lage.” 2 20 29 Chapter Al Baqrah · 2015
13:25 “urdu mein mein samajhta hoon ke yeh kahan se hoga ke taqwa ka matlab hai khatka. waise lafzi maani taqwa ke hain bachna. to bachata kab hai insan? jab us ko khatka ho, yeh aag jala de gi to bachata hai. yeh kanta mujhe chubhe ga to pareshan kare ga,” Dars-e-Quran (Al-Baqarah (The Heifer) 2 1-6) · 2015
8:29 “woh spirit taqwa ki spirit hogi. Taqwa ka matlab yeh hai ke Allah se insan ko mohabbat ho jaye, Allah se insan darne lage, Allah ke aage insan apne ko accountable banane lage, accountable samajhne lage. Yeh sab hoga.” Dars-e-Quran (Al-Baqarah (The Heifer) 2 20 · 2015
2019
58:50 “taqwa ka matlab hai khuda ko apna consent banana. woh nahin hai ke saanp saanp bacho! to woh kahan hai? woh saanp bacho kahan hai jise dare hain? aisa to saanp bacho hai hi nahin! aisa saanp bacho to hai hi nahin!” The Culture of People of Paradise · 2019
2020
17:40 “quran mein aaya: "la'allakum tattaqoon". to jab taqwa ka matlab hai ke Allah taala se se dar, khauf, Allah taala ki marzi ke mutabiq har waqt sochte rehna, Allah ki kya marzi hai. har kaam Allah se dar ke karna.” Sufism an Introduction Prof. Farida Khanam · 2020
2024
35:34 “to lekin is tashreeh mein pohanch kar ab woh banta hai keh taqwa ka matlab woh yeh kehtay hain keh aam momineen ka group murad hai. aur ehsaan ka matlab yeh hai is ke fauji laot. yaani mutaqqi insaan to woh hai jis ne sirf jo hai in bunyadi istilaahaat ko nahi maana.” The Reality Behind The Political Interpretation of Islam · 2024
2025
10:08 “taqwa ka matlab hai bohat zyada khuda se darna, ek muhtat andaaz, soch samajh kar apni zindagi guzarna. to matlab sirf bhook pyas se nahi taqwa paida ho jayega, balkeh hum ko khuda se dar kar zindagi guzaren.” Discovering The Spirit of Ramadan · 2025
Undated
9:16 “quran mein roze ke silsile mein taqwa ka bohat zikr aaya hai. to hum yeh janna chahenge ke taqwa ka matlab kya hai? dekhiye, taqwa ke maani hain bachna. lafzi maani. bachna. ek hadith se is ki wazahat hoti hai ke ek bar hazrat umar se aur ek sahabi se baat ho rahi thi.” In Conversation with Maulana Wahiduddin Khan on Ramadan
Show all 34 lines Also: allah iman islam quran marifat deen All words