maulana, agla sawal dilli se bheja hai anwar subhani sahab ne, aur unhon ne likha hai, gunah ke baad will power kamzor pad jati hai. aisi halat mein hum tauba kaise karein, aur allah pak se maafi ki umeed kaise rakhein, is ke bare mein bataein.
یہ بات جو ہے، psychology کے خلاف ہے، بالکل خلاف۔ Conscious کا جو concept ہے، اس کے خلاف ہے۔ nature ka ek mechanism hai, aadmi ke andar jo kehte hain conscious zamir, aadmi ki taraf gunah ho to foran woh activate ho jata hai, woh woh system activate ho jata hai.
yeh baat aap jo keh rahe hain, bilkul science insani nafsiyat ke khilaf hai, psychology ke khilaf hai. yeh fitrat mein introven hai ke agar ek aadmi koi galat kaam kar de to foran hi, instantly, us ke andar zamir ka mechanism jaag uthta hai. is ki awaz suniye, main samajhta hoon ke yeh baat jo unhon ne kahi hai, yeh bilkul un
Machine transcription. These are his recorded words, written down by software from the Urdu he speaks — so a line may carry a misheard word. Every timestamp above opens the video at that second: one tap and you can hear him say it. Quote it as speech, and link to the moment.