59:14maulana, agla sawal ahmedabad se kiya? ahmedabad se kamran sahib ne kiya hai aur unhon ne آپ سے پوچھا ہے کہ "Is there a reference in Hadith or Quran which can be taken as "guidance on how to tackle distraction?" دیکھیں، کچھ آئیڈیاز ایسے ہیں جو آج کل کے زمانے میں ہوتے hain, matlab distraction.
59:39to isi isi tarah ke lafz mein aap kahein to mujhe mushkil hai wahi lafz batana aap ko, lekin agar mani ke lehaz se dekhein to quran o hadees mein bohat ziyada hai. jo hai "bon al-ajilah wa yadhuruna waraahum yawman saghirah". is ka tarjuma yeh hai ke yeh log pasand karte hain woh immediate ko aur jo baad ko
1:00:04aanay wala hai, us ko is se ghafil hain. to kyun aisa? immediate jo hai, woh woh har waqt dikhai deta hai, har waqt sunai deta hai, woh distract kar raha hai aap ko. immediate jo aap ko distract kar raha tha har waqt, us wajah se aap ko jo baad ko
1:00:26aanay wali cheez hai, idhar aap dhiyan laga nahi paate. to immediate jo hai, source of distraction ban jata hai. تو اسی لیے تو آپ immediately میں بہت جلد involve ہو جاتے ہیں اور جو late eternal چیز hai, is ki taraf dhiyan laga nahi paate.
1:00:46to yahan par dekhein, jo immediate jo hai, woh hai sab se bara source of distraction har ek ke liye. maulana, agla sawal mahmoodin sahib ne kiya hai pakistan se aur unhon ne aap se poocha hai ke