1:08:18Maulana, doosra sawal letay hain jo Mumbai say Fawad Ansari sahib nay bheja hai aur unhon nay aap سے پوچھا ہے کہ: "مولانا صاحب، is there any dua that one can do to save oneself from distraction?" Dekhen, dua dua ka matlab yeh nahi hai ke aap distraction bachnay ke liye dua karen. to aap ka kya kaam rahega? Yani har cheez to dua say hogi, to aap ka kya
1:08:49kaam kaam rahega? Aap ka test kis par liya jayega? Kaisa? Sab kuch dua say honay laga hai ke mein dua kar doon, yahan koi bolnay lagay meri jagah par, to mera kya kaam rahega? Ji koi kaam nahi. dekhen, dua aik ibadat hai, ibadat kaam to aap ko khud karna hai aur dua ho al-ibadah.
1:09:15dua mein dekhen, dua ibadat hai, baqi aap ko khud kaam karna hai, khud planning karna hai, khud sochna hai. kaisa? Clear hai ke nahi? Clear hai? Ji ji Maulana, clear hai. Maulana, haan Maulana, agla sawal Mumbai say hai Waqar sahib ka aur unhon nay likha hai: "Maulana sahib,