Maulana Wahiduddin Khan

Explanation of no unnatural sacrifice for mission

“The mission people do not need unnatural sacrifice, please explain this.”Asked by Iqbal Umari, Chennai

He answers at 47:59 in Concept of Jihad in Islam · 1 min 47 sec

His answer, in his own words
47:59
maulana, agla sawal chennai se aya hai. maulana iqbal umri ne kiya hai, aur unhon ne aap se poocha hai ke maulana mission walon ko ghair fitri qurbani ki zaroorat nahi hai, is ki wazahat karen. mission ka fitri tareeqa kya hai, is ko batayen.
48:20
fitri tareeqa ka matlab puraman tareeqa hai. aaj na ladna hai, na jang karna hai, na hathyar uthana hai, na bomb marna hai, na kuch nahi. puraman tareeqa. dekhiye, jab puraman tareeqe se kaam karna mumkin ho jaye to sab kuch band. na protest, na shikayat, na jang, na larai, kuch nahi. sab.
48:42
jis tarah rasool ALLAH sallallahu alaihi wasallam ne kiya ke hudaybiya ke baad jab aman aya to bas sari sargarmiyan puraman dua work par lag gayeen. yahi fitri tareeqa hai ke jab mawaqe khul gaye, jab azadi dunya mein aa gayi, printing press aa gaya, technology aa gayi to ab karna kya hai? kuch nahi karna hai.
49:03
dua work kijiye. na tashaddud hai, na siyasi hangama hai, na protest hai, na bheed ikattha kar ke taqreeren karna hai, yeh sab kuch nahi. puraman tareeqe se dawat ko phailaiye. literature phailaiye.
49:25
video jo yahan par tayyar hota hai, is ko phailaiye. quran ko taqseem kijiye. bas yahi fitri tareeqa hai. yani puraman tareeqe hi ka doosra naam hai fitri tareeqa.
49:46
maulana, agla sawal doctor safina tabassum ne kiya hai ajmer se, aur unhon ne likha hai ke maulana
All questions he answeredThe whole lecture, from this momentWatch on YouTube

Machine transcription. These are his recorded words, written down by software from the Urdu he speaks — so a line may carry a misheard word. Every timestamp above opens the video at that second: one tap and you can hear him say it. Quote it as speech, and link to the moment.