“Chapter 21, verse number 37 of the Quran, it is mentioned: 'It is not their flesh nor their blood that reaches Allah, but it is piety from you that reaches Him.' Maulana, what is the required piety in this verse?”Asked by اقبال عمری, چنئی
He answers at 1:03:57 in Eid-al-Azha I · 2 min 42 sec
samne aai molana agla sawal chennai se aya hai molana iqbal umri ka unho ne likha hai chapter 21 verse number 37 of quran it is mentioned learn yina la yilah lahum wa la damwoha walakin yina al-taqwa minkum molana is ayat mein matloob taqwa kya hai hadith ke woh ayat ke alfaaz yeh hain ke allah minkum yeh is ke zehn mein hai yani qurbani ke zehn mein ke is ka
jo khoon aur gosht hai woh allah ko nahi pahunchta balke balke tumhara tumhare dil ka taqwa wahan tak pahunchta hai taqwa ke mani hain yani jis ko kehte hain niyat intention aap ki spirit kis spirit se kaam kiya hai aap ne aap ka lafz badal dijiye aap to baat wazeh ho jaye gi ke aap ne kis spirit se woh kaam kiya hai woh allah dekhta hai yeh nahi ke
kitna bara janwar kiya hai kitna chota janwar kiya hai kitna farbe tha kitna kala tha ke safed tha yeh nahi dekhta aap kis spirit se koi kaam kar rahe hain woh dekhta hai allah taala to agar taqwa ki bajaye aap lafz spirit wahan kar dein to baat bilkul wazeh ho jati hai ke zahiri taur par aap ne kiya kiya woh nahi allah ko ahmiyat deta hai allah is ko
kis spirit se aap ne kaam kiya hai is ki ahmiyat hai allah taala ko maslan spirit ka matlab yeh hai ke woh aap symbolic tor par aap ne yani janwar ka zibha jo tha woh aap ke liye ek ek symbolic kaam tha symbolic alamaat asal cheez to wohi thi ke maya o mowati allah rabb al-alameen mein mein apni life time ke sath mein aap ko allah ke mission ke
liye dedicate karta hoon yeh hai spirit yani poori life poori zindagi sab kuch mein allah ke liye lagata hoon mera jaan mera maal jaan ke mani nahi ke ja ke ladna khwamkhwah is ke mani hain ke zindagi hai apni apna apni energy apni taqat yeh matlab hai is ka isi ko mein spirit keh raha hoon to aap ka aap ke dil mein kon se jazba hai kon si spirit
hai aur kya apna kis cheez ko aap ne apna goal bana rakha hai kis cheez ko aap apna mission banaye hue hain yeh is ko dekhta hai allah taala molana agla sawal delhi se hai
Machine transcription. These are his recorded words, written down by software from the Urdu he speaks — so a line may carry a misheard word. Every timestamp above opens the video at that second: one tap and you can hear him say it. Quote it as speech, and link to the moment.