1:07:14maulana, agla sawal dhampur se hai mehtab ahmad sahib ka. انہوں نے آپ سے پوچھا ہے: "What is the meaning of Jaish-e-Muhammad?" اس کے بارے میں آپ بتائیں۔ yeh lafzi meaning to hai Muhammad ka lashkar. jaish maani lashkar, army.
1:07:37to is ka matlab yeh hai ke Muhammad ka jo mission tha, us mission ko fulfill karne ke liye yeh log samajhte hain ke hum ne ek army banai hai aur is mission ko hum pura kar rahe hain. yeh farsi mein jeete hain.
1:07:59rasool Allah ka yeh mission hi nahi tha ke bomb maro, gun chalao. rasool Allah ka mission to peaceful mission tha. to naam rakh rakha hai, yani rasool Allah ke naam par karte hain, yani woh kaam jo rasool allah se koi talluq nahi hai.
1:08:22dekhen, wajah kya hai? be khabar. wo bilkul jante hi nahi ke is daur mein rasool allah ke mission ko chalane ke liye kya karna hai, aaj ki opportunities kya hain. is se bilkul be khabar hain, totally be khabar hain.
1:08:45ise is tarah ki harkaten karte hain. is ke liye hum ne misaal di ke japan wale totally be khabar the modern opportunities se. to apne ko halak kar rahe the. jab wo jaan gaye to aa gaye doosri duniya mein.
1:09:08badi achhi kitab hai wo jo main aap se, aap se kaha hai, wo moti si kitab hai. wo jo, wo jo kitab ka naam unhone kaha hai "history of japan". bahut ek aadmi ne bahut zabardast study ki, wahan ja kar ke tab ye kitab likhi hai. maulana, agla sawal hyderabad se hai zubair ahmad sahab ka.