Accountability of suicide due to brainwashing
“Muslims commit suicide due to the brainwashing of scholars, so they are not accountable. What do you say about this?”Asked by Abdul Latif, Karachi
He answers at 1:25:03 in Discovery of Modern Age I 10th Feb. 13 · 58 sec
1:25:03maulana, agla sawal karachi pakistan se aaya hai abdul lateef sahib ka. unhon ne likha hai: "musalman khudkushi jo ke ulama ke zehan ke zehan saazi ki wajah se karte hain, is liye woh qabil mawakhza nahi hain." is is ke baray mein aap kya kahengay? nahi, nahi, yeh baat galat hai.
1:25:25aap mawakhza to nahi hain. yani pehli zimmedari bilashuba ulama par hai jo is tarah ke zahir banaya unhon ne. lekin wohi pakray jayengay, dono pakray jayengay. aisa nahi ke ek pakra jaye, doosra chhor diya jaye.
1:25:42yani negative thinking paida ki ulama ne, rehnamaon ne, hamaray saaray likhnay bolnay walay ne. negative thinking, negative thinking. kuch bara bara kar lo, yeh sab kar rahay hain. lekin pakre jayenge dono.
1:25:57aisa nahi ke ek chhod chhod diya, doosra pakra diya. maulana, agla sawal rae pur se hai idrees sahab ka.