1:01:17maulana, agla sawal tamil nadu se aaya hai maulana hafiz iqbal sahab ka. unhon ne aap se poocha hai ke deeni ghairat aur deeni hami ka criteria kya hai? is is ke baray mein batain. kuch bhi nahin, yeh lafzi ghlat hai.
1:01:35mein is ko jhalana samajhta hoon. deen ghlat koi cheez nahin, deen ahmiyat koi cheez nahin. quran mein aap dain, is ko negative sense mein bayan hua hai. shah irfan sahab, woh sirf pata hai mit al jahiliyah hain.
1:01:51mit al jahiliyah, jahiliyah bataya gaya hai. humein yeh jahiliyah ji ghairat aur ahmiyat ke alfaaz ko quran mein negative sense mein bataya gaya hai, positive nahin. yeh sab meray lehaz se dain, yani is ka islam se koi talluq nahin hai, yeh qoumi jazbat
1:02:11se talluq hai. is ka islam mein aap ko sirf yeh dekhna hai ke lafzan kya baat likhi hui hai quran o hadees mein. lafzan yeh sab jazbati alfaaz hain.
1:02:24deeni ghairat, deeni hami, aap ke jazbat, aap ke emotions, aap ke sentiment ke hamaray jazbat majrooh hotay hain, yeh sab bilkul jahilana alfaaz hain. aksar kehtay hain na log ke musalmanon ke jazbat jazbat majrooh hue hain, yeh sab bilkul hi islam mein koi walo nahin.
1:02:44aise alfaaz ke aap jazbaat majrooh hote hain, nahin, woh to aap jaanie. kisi bhi baat, kisi bhi maamle mein sharai hukum maloom batane ke liye aap ko quran ka hawala dena parega, hadith ka hawala dena parega. hamare jazbaat majrooh hote hain, yeh koi hawala nahin hai, yeh koi reference nahin hai, is se koi
1:03:09baat saabit nahin hoti. musalmanon ke qoumi jazbaat majrooh hote hain to woh jaanen, woh khud is ko manage karen, is ko islam ka label nahin laga sakte. aap islam ka label sirf is par lagega jab ke aap ke paas koi quran ka hawala
1:03:29ho. jazbaat majrooh hue hain, yeh koi yeh koi qabil hawala baat nahin hai. maulana, agla sawal dilli se hai nafeez sahib ka.