1:07:23maulana, agla sawal dilli se hai doctor tahir ka. انہوں نے لکھا ہے کہ "Quite a few times it happens that we are invited in gatherings اور parties. in such gatherings and parties alcohol is also served.
1:07:40"My question is that should we attend such gatherings or parties?" Dekhiye, hamara maslak jo Islam ke mutabiq hai, woh yeh hai ke is aisi partyon mein waise to jana waqt ko zaya karna hai, lekin agar aap daai hain tab jana bilkul, yaani bohat hi achi baat hogi ke aap apne pocket mein, apne bag mein islamic popular rakh len, quran ka tarjuma rakh len, aisi kuch kitaben rakh len rasool
1:08:11allah ki seerat par, aur wahan par jo log ate hain, un ko aap pesh karen kitaben. to woh un ka amal hai ke woh alcohol lete hain ke nahi lete, woh un ka amal hai. aap ko is se kya lena dena hai? to yeh koi wajah nahi ke aap partyon mein na
1:08:35jayen. اصل چیز ہے کہ کیا آپ پارٹیوں میں جا کر کے آپ اس کو opportunity کو avail کر کر سکتے ہیں؟ avail کر سکتے ہیں؟ یعنی ایک ایک gathering کو بطور audience کے استعمال کرنا، بطور bado ke istemal karna, yeh aap kar sakte hain ke nahi? yahan par aap ko decision lena hai.
1:08:59rasool allah sallallahu alaihi wasallam dekhiye, har mauqe pe ja dete the. jahan but pooja ja raha hai, wahan pe ja dete the. bazar lagte the, wahan pe tarah tarah ke zahiri rasmein hoti thin, wahan bhi jate the aap, kyunke un ko aap bator madu ko dekhte the.
1:09:21madu wahan ja kar aap quran pesh karte the. تو آپ پر ڈیپینڈ کرتا ہے کہ آپ وہاں جا کر کے اس کو بطور opportunity avail کر sakte hain ya nahi kar sakte. is ko dekh kar faisla kijiye.
1:09:38baqi woh alcohol lete hain ya nahi lete hain, woh woh woh aap woh aap ka concern nahi hai. maulana, agla sawal roorki se hai sajid anwar sahib ka.