Einstein's denial of God and Prophet
“Einstein said in his letter about God that God does not exist. If someone says the same thing about the Prophet, the whole world...”Asked by مولانا زکوان ندوی, دلی
He answers at 1:28:13 in The Existence of God-7th · 2 min 36 sec
1:28:13maulana, agla sawal dilli se hai maulana zikwan nadvi sahib ka. unhon ne likha hai: "ainstein ne apne letter mein khuda ke bare mein jo kaha ke khuda ka koi wajood nahi hai, agar yahi baat koi shakhs prophet ke bare mein keh de to sari dunya mein protest shuru ho jayega.
1:28:36khuda aur rasool ke muamle mein yeh farq kyun paya jata hai, is ke bare mein bataiye." is liye ke musalman phatke hue hain. aaj kal ke musalman jo hain, mein saaf kehta hoon ke phatke hue log hain. yeh yeh na khuda ko mante hain na muhammad ko mante hain, apne qoumi khwahishat mein jeete hain.
1:29:00log yeh qoumi khwahishat ke hangame hain. yeh mat samjhiye ke rasool allah ke hangame hain. yeh har giz har giz yeh rasool allah ke hangame nahi hain. rasool allah ke hangame agar hote to woh jante hain ke rasool allah ne kya kiya, yani gustakhi
1:29:19par hangama kiya. rasool allah sallallahu alaihi wasallam pe bohat gustakhi khoob hoti thi. roza subah makkah madine mein yeh to qoumi hangame hain. apni khwahishat mein peeche daud rahe hain.
1:29:33yeh in ko na islam se matlab hai, na quran se, na muhammad se, na islam, khuda se kisi se matlab nahi hai. apni khwahishat se matlab hai. mein nahi manta ke yeh koi islami phenomena hai.
1:29:49yeh mein har giz nahi manta ke koi islami phenomena hai. yahan phenomena hai to kyun nahi? in ka khauf khuda kyun nahi? in ke andar insan se kharkhai kyun nahi? in ke andar yeh jazba kyun nahi ke logon ko quran pahunchayein? yeh jazba kyun nahi? khair, marna katna kya hai? hangama karna, protest karna, jalsa nikalna, yeh kyun hai? sab se pehla jo
1:30:16hona chahiye, rasool Allah: "lalk baakh an-nafs ka an-nafsak Allah kun momineen". yeh rasool Allah ki yeh seerat hai. yeh kyun nahi? un ke andar hai ke logon ki khair khwahi mein aap uthte the ke kaash un ko sachai mil jaye.
1:30:34to agar aap baray aashiq rasool hain to yeh kyun nahi? ke yeh hargiz ishq rasool nahi hai. yeh qaumi hangamay hain, is ka koi na dunya mein faida hai na akhirat mein faida hai. maulana, agla sawal rae pur se aya hai idrees sahab ka.