“rasool allah ke bare mein hai ke aap har mamle mein mashwara karte the to mashwara yani is mein mashwara culture mashwara politics nahin is ayat ka koi taalluq politics se nahin hai is mein bataya gaya hai ke mashwara ko apna culture banao ghar mein ho tabhi mashwara karo safar karna hai tabhi mashwara karo”