“kya karein hum muslim empire ko le kar ke jahan markat ho rahi hai? zamane mein Rasool Allah (SAW) ne farmaya tha ke agar ek bar meri ummat mein talwar dakhil ho gayi to kabhi nikle gi nahin. woh qayamat tak”
“to hadith se maloom hota hai ke rasool Allah ke foran baad hi yeh shuru ho gaya tha derailment. aur aap ne yeh bhi keh diya tha ke ek hadith hai ke "jab saif ummat-e-muhammadi mein daal diya jaye ga to qayamat tak usay nikala nahi jaye ga".”