“to hadith se maloom hota hai ke rasool Allah ke foran baad hi yeh shuru ho gaya tha derailment. aur aap ne yeh bhi keh diya tha ke ek hadith hai ke "jab saif ummat-e-muhammadi mein daal diya jaye ga to qayamat tak usay nikala nahi jaye ga".”
“jisko hadith mein hai ke "thaqalain, maine tum mein do azeem cheezein chori hain". quran o sunnat agar ba-tour-e-namoona aap ke zehn mein rahe to baad ki muslim tareekh ko is se judge kar ke aap bohat aasani se jaan sakte hain ke derailment kya hua.”
“ab dekhiye ek hadith mein aata hai ke aakhri zamane mein idkhal-e-kalma hoga. yani har har ghar mein, har chote bade ghar mein Allah kalma dakhil ho jayega.”
“aur main ek baat yeh arz karoon ga ke main, main tajruba apna arz karoon ga ke ek hadees hai ke al momin al qawi khair wa ahabb indallah min al momin al zaeef wa likullin khair ke qawi momin ke muqable mein qawi momin Allah taala ko zyada mehboob hai aur zaeef momin ke muqable mein zyada mehboob hai.”