“wa yassir li shani kullah wa la takilni ila nafsi tarafata ain ke mere sare jo affairs hain usko theek kar de and don't leave me alone even for a blink of an eye ji yani bahut hi umdah dua hai yeh bhi zabardast ah aur aakhri jo main le raha hoon woh husn-e-rifaqat ki hai yani companionship ki ah ek bahut hi young sahabi the”