“hote hon ge. Hazrat Abdullah Ibn Abbas R.A. farmate hain ke char jo bare angels hain jis mein Jibrael number one hai, az da greatest angel to Jibrael aur Israfeel.”
“Quran utara gaya aur yeh faislay ki raat hai to yeh bohat hi barkat wali raat hai. Ji to Ibn Kathir ne bhi bataya hai ke yeh raat jo hai woh Lailatul Qadr hai aur har aam faisla isi raat ko kiya jata hai.”
“Aisa nahi hai balkay jaisa Abdullah Ibn Masood ne kaha hai ke qiyam ul lail zaroori hai. Matlab hum ko mahina bhar apne aap ko tayyar karna hai balkay saal bhar se tayyari shuru kar deni hai.”
“Kyun ke aur saal bhar duayein mangta rahe. Aik baar aisa hua ke Hazrat Abu Bakr Rasool Allah (SAW) ki wafat ke baad Hazrat Abu Bakr aur Hazrat Umar Umm e Aiman ke paas gaye to Umm e Aiman ro rahi theen.”
“Ji aur aik aur baat jaise apa ne bhi batai ke fajar ke waqt tak time hai. Is ka Quran mein bhi aata hai hatta matla al fajr ke fajar ke waqt tak is ka waqt hai.”