“misr se bhaag kar madyan pahunche, aur phir wahan par ek ped ke neeche baith kar unho ne ek bahut hi pyari dua ki, "rabbi inni lima anzalta ilayya min khairin faqeer".”
“un ka zamana moosa alaihissalam se bahut pehle ka zamana hai. balke yeh bhi ek buzurg the, nek insaan the, quran mein shaikh al kabir aaya hai, old man.”
“woh yeh samjhe ke kuch log wahan baithe hon ge woh aag jala ke apne ko sek rahe hon ge garmi hasil karne ke liye baithe hon ge woh. to unhone apni family se kaha ke baitho yahan rako zara ah ah inni ana astu narra mein ne aag jalti hui dekhi hai mein wahan jata hoon aur raste ka pata karta hoon kyun ke rasta bhi bhool gaye the.”