“kyunke asal kaam jo hai ummat muslima ka jo mission jo hai woh dawat hai. quran mein hai ke wa kadhalika ja'alnakum ummatan wasatan litakunu shuhada'a 'ala an-nas wa yakuna ar-rasulu 'alaykum shahida. ummat wasat ka matlab hai middle ummah.”
“yeh to ayat baqayda maujood hai. woh ayat parhiye؟ qulil laahu ma maalikal mulka atul mulka man tashaau wa tanzi ul mulka im man tashaau mulk ka yeh iqtidaar jo hai woh Allah ke haath mein hai.”