“toh farishte jo hain jo Quran mein hai ke jannat ki basharat dete hain yeh mat samjhein ke woh jannat mein kehte hain ke dekho tum ko jannat likhi hui hai yeh matlab nahi is ka hai.”
“dekhiye jannat ke baray mein quran mein aya hai ke wallahiyadعو dar al salam Allah pukarta hai salamti ke ghar ki taraf aman ke ghar ki taraf is se murad hai dar al salam se murad hai jannat is ka matlab kya hai aik aur ayat hai la ya illa salam salam is ka matlab hai ke jannat mein aise ashkhass hon ge”

“yeh yahan yahan in ko sabit karna hai is dunya mein yani jab sabit kar de ga woh to is muashray mein is ko jagah jagah mile gi jis ke andar akkar na ho jo quran mein hai ke waad al rehman allazi ne”
“har lamha yaad rakhiye hamein sochna hai ke hum koi aisa feal na karein jo farishton ki nazar mein hamein aisa dikhaye ke jannat ke qabil nahi hai aadmi Allah ne har insaan ke sath farishtay bitha rakhe hain quran mein hai ke do do farishtay har aik ke sath hain har insaan ke sath do farishtay lage hue hain”