“to woh bahut zabardast unhon ne mukhalifat ki pagambar ki. yahan tak ke log maarne ke dar par ho gaye. us waqt allah taala ne yeh bataya ke ise mujhe zaroorat karne ke liye ke ek jagah se agar ek jagah kaam nahi ho pa raha hai to doosri jagah chale jao. to is tarike se rasoolullah sallaam ne plan kiya madina jane ka.”
“kabhi aapne mana nahi kiya. to tezaarat karna duniya to insaan ke hi liye banai gai hai. lekin is duniya ko hasil karte hue woh khuda ko na bhool jaye. ek baar hadrat aisha ne kaha ki abdur rehman ibna off woh bhi ek bade taazir the ki rasoolullah sasm ne farmaaya hai ki woh jannat mein ghasitte hue jayenge.”
“quran mein aaya hai ki yeh din jo hai badalte rehte hain. kabhi kisi ke paas hukoomat hai, kabhi kisi ke paas hukoomat hai lekin musalman samajh nahi sake aur unhone jo apni cheezein thi unko unke paas bahut sare mamalik the sham, Iraq, Palestine, meshr aur yeh sab bahut sare khel aate hain.”
“ek hadith bahut sunne ko milti hai musalmanon se ki agar aap kahin burai dekhein to use hath se rokein. hath se nahi to munh se bol kar rokein. aisa bhi nahi kar sakte to man hi man mein bura samjho. aap aap please isko is is hadish ko samjha dijiye.”