“yani Quran ke lehaz se aap dekhen, Rasool Allah ne jo main ne khwab bataya aap ko, Rasool Allah ka, to aap ne kaha tha ke qayamat ab itni qareeb aa chuki hai jaise meri do ungliyan, do ungliyan itni qareeb aa chuki hain.”
“aaj kal ke halaat ko aap dekhiye, jo philosophy, jo philosophy chalai gayi, entertainment aur enjoy ki philosophy, to insan itna ziyada is mein door ja chuka hai ke ab woh waqt aa gaya hai ke waladyu illa fazalan kuffara.”
Al-Mu'jam al-Awsat by al-Tabarani, Hadith no. 3855
“yeh jo aata hai hadith mein ke ke yaajooj majooj sari dunya ka pani pee jayen ge, to log samajhtay hain ke koi anokhi cheez hogi ke sach much hi pee jaye gi sari dunya ka pani.”
“dekhein, har zamane mein aisa hua, aap jante hain, quran mein likha hua hai ke jo bhi nabi aya, jo bhi prophet aya, to logon ne us ko ridicule kiya, us ka mazak uraya.”
“bohat hi simple hai. quran mein hai ke quran mein mutafiq hai. quran ko hum ne aasan bana diya samajhnay ke liye. mujhe aap bataiye, kon si complicated hai?”
“to yeh manna hai ke aisa kar lo, tum ko sawab pahunch jayega, yeh bilkul baseless baat hai. las lil insani illa ma sa. aadmi ne khud jo kiya ho, khud usi ka us ko milega reward, aur aap ke kiye se us ko kuch milne wala nahi hai.”
“yani agar quran o hadees mein likha hua ho, woh to woh mana jayega, ya rasool Allah ne, aap ke sahaba jo the, unhone kiya ho, tab mana jayega, warna kuch bhi nahi mana jayega, sab rejected hoga.”