Quran 90:4 · Al-Balad
“to yeh tamaam jo hai, is duniya ki tamaam jo disadvantages hain, jis ko hazan aur qabdh kaha gaya hai Quran mein, wah sab khatm ho jayega. aur wahan tamaam facility hamein milengi, ek meyaari mahaul milega, aur wahan hamara journey jo hai, marifat ka, wah hamesha-hamesha jaari rahega. ji, inshallah.”