“to phir maine socha ke Quran mein ek aur ayat hai ke jannat walon ko jab jannat ki cheezein milengi to woh kahenge ke "hazaa allathi ruziqna min qablu wa uto bihi mutashabiha" ke yeh cheezein hamein wahan pe bhi mili theen, duniya mein mili theen, yeh sab cheezein.”
“hadith mein aata hai ke har din allah ta'ala aasman dunya par nazar dalta hai aur kehta hai: "haye! koi lene wala, lene wala, us ko mein doon?" yeh ek tamseel ki zaban hai.”