“zarahum zarahum yaqulun wa yatamatta'u wa laihim al-'amal kuch din chhod do in ko ke woh khayein piyein aur kuch aur apna entertainment culture chala lein thode dinon ke liye.”
“padte hain. jaise rasool Allah ne jab iftar kiya to aap ne farmaya ke dhahabat zam'u wa'btallat al-'uruqu wa thabat al-ajru insha Allah ta'ala pyas chali gayi aur ragen tar ho gayin.”
“yeh jo takbeer aayi hai yeh yeh aaya hai iske zehen mein ke Quran mein yeh hai ke "wa in kuntum marda awla safarin min ayyamin ukhra" yani agar tum bimar ho ya tum safar par ho to tum roza chhod sakte ho aur baat ko tum use poora kar lo.”
“lekin isi pe yeh jo farmaya "wa yatakabbar Allahu alaikum mimma haddakum" yeh farmaya ke "in yureed Allahu bikumul 'usra" yeh ayat par maine gaur kiya ke is yeh jo rukhsat di gayi hai iske zehen mein yeh farmaya ke Khuda chahta hai tumhare liye aasani, mushkil nahi chahta aur yeh chahta hai ke tum iski barhai karo.”