“ke sath jo cheezen hain, woh barhaq nahin hain. famazaa ba'dal haqq illaz zalaal? lekin jahan tak ijtimai mamlaat hain, isi mein aaya hai ke "amruhum shuraa'un" yaani mashware se baat tay kar lo.”
“aur logon ko phir se us Islam par layen jo Rasool Allah ka Islam tha. Hadees mein aata hai ke "badal Islam ghareeban wa saud kama bada fa toobah lil gharaab".”
“ab isi baat ko jitna aap samjha sakein, aadmi ko jitna samjha sakein, kyunke yahi kamzori insaan ki hai ke "bal al-ajila wa yadhununa abrahama yawma thaqilaa"”
“Bukhari ki riwayat aap padh lijiye, Hazrat Aisha ki ke pehle dilon ko badla jata hai, phir hudood naafiz kiye jate hain. Yaani ek hukoomat ko qabza kar lo, us ke baad logon ko koda maar maar ke hudood naafiz karo.”