“woh jo ayat hai quran mein "istabdala qouman ghairakum thumma la yakoon amthalukum". yeh sirf mazhabi maani mein nahi hai. isko wasee tar maani mein lijiye.”
“misal kay tor par yeh ayat kay Firon kay baray mein kay wa laqad natayna bani israil min al-maseer. aaya jis waqt yeh ayat utri, kisi ko nahi janta tha.”
“baad ko inhi European qomon nay isko daryaft kerkay nikala aur Quran ki baat sach sabit hui. aisi Quran mein dekhen, yeh hai inna samawati wal arda. aasman sab aisay juray huay thay, phir hum nay isko khol diya.”
“kal jo maine arz kiya tha ke yeh jo imkanat hain, jo opportunities hain dawat ki, usko jo avail karega, unhi ke liye hadees mein aaya hai ikhwan, ikhwan e rasool, wohi yaani brothers of da'wah.”
“hadis quran mein aata hai ke koi uzr nahi hoga. quran mein aata hai ke aakhir tum mein kisi insaan ke paas koi uzr nahi hoga. to iska ek pehlu yeh hai ke koi insaan khada hoga wahan par,”
“iski taraf daude, iske liye qurbani de. aur nahi toh phir log andhepan mein marenge, andhepan mein wahan bher jayenge. man kan fi yadi ama fi al-akhirat ama.”
“"waq yalm an raak" yaani grammatical is ko padhna chahiye "waqil bin raak". lekin jitne qari hain, woh padhenge "waqil bin raak" yaani ek pause denge, pause sukta.”
“koi iski haqeeqat nahin hai. jannat hargiz hargiz kisi ko recommendation se nahin milegi. laisa insaan illa ma wa amalah. jaisa insaan ne koshish ki hai. aadmi ne bas aur kuch nahin hai.”
“isko kaha gaya hai: a'raf, bulandiyon par. unki zabaan se woh Allah Ta'ala ka jo faisla hoga, woh faisla unki zabaan se unka aelan karwaya jayega ki dekho, unke liye Allah ne faisla”